Ek rat me do do chand khile
Ek ghunghat me ek badli me
Ek rat me do do chand khile
Apni apni manjil se mile
Ek ghunghat me ek badli me
Ek rat me do do chand khile
Badli kaa woh chand toh sabka hai
Ghunghat kaa yeh chand toh apna hai
Badli kaa woh chand toh sabka hai
Ghunghat kaa yeh chand toh apna hai
Mujhe chand samajhane wale bata,
Yeh sach hai ya sapna hai
Ek rat me do do chand khile
Apni apni manjil se mile
Ek ghunghat me ek badli me
Ek rat me do do chand khile
Malum nahi do anjane
Rahi kaise mil jate hain
Malum nahi do anjane
Rahi kaise mil jate hain
Phulo ko agar khilna hain
Virane me bhi khil jate hain
Virane me bhi khil jate hain
Ek rat me do do chand khile
Ek ghunghat me ek badli me
Apni apni manjil se mile
Ek ghunghat me ek badli me
Ek rat me do do chand khile..