Maine Apna Dil De Diya from Bandish Movie (Anand Milind)

Maine apna dil de diya
Kis pagal deewane ko
Maine apna dil de diya
Kis pagal deewane ko
Aankho se jo na padh paye
Chahat ke fasane ko
Maine apna dil de diya
Kis pagal deewane ko
Aankho se jo na padh paye
Chahat ke fasane ko

Kaise chhudau main pichha
Is laila deewani se
Kaise chhudau main pichha
Is laila deewani se
Jane kab dur jayegi
Meri zindgani se

Bechain hoke kab se pukaru
Aaye na meri baaho mein
Chhuke na dekhe gore badan ko
Jhanke na meri nigaho mein
Bechain hoke kab se pukaru
Aaye na meri baho mein
Chhuke na dekhe gore badan ko
Jhanke na meri nigaho mein
Har dhadkan deewani hai
Kise apna banane ko
Har dhadkan deewani hai
Kise apna banane ko
Aankho se jo na padh paye
Chahat ke fasane ko

Kahe na mane kahna apun ka
Tumko nahi dil dena hai
Aau kabhi na baato mein tere
Ye rog mujhko na lena hai
Kahe na mane kahna apun ka
Tumko nahi dil dena hai
Aau kabhi na baato mein tere
Ye rog mujhko na lena hai

Meri kahani ab na banegi
Teri kahani se
Meri kahani ab na banegi
Teri kahani se
Jane kab dur jayegi
Meri zindgani se
Maine apna dil de diya
Kis pagal deewane ko
Maine apna dil de diya
Kis pagal deewane ko
Aankho se jo na padh paye
Chahat ke fasane ko..

Song Details
Movie
Bandish
Artist
Anand Milind
Music Directory
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label
Saregama
Singers
Alka Yagnik, Kumar Sanu
Lyricist
Sameer

Other Lyrics from Bandish

Bole Mora Kangana
Main Ho Gayi Athara Saal ki
Maine Apna Dil De Diya
Na Mili Kahin Woh Heroine

Other popular Lyrics by Anand Milind

Mujhe Dil Ka Rog (Chhote Sarkar)
Phoolon Sa Chehra Tera (Anari)
Pyar Mein Dil De Diya (Anari)
Jeth Ki Dopahri Mein (Coolie No. 1)
Aunty No One (Aunty No. 1)
Aari Aari (Yeh Khula Aasmaan)
Jane Jaan Jane Jaan (Anari)
Khabar Kar Do (Baarish)
Kya Mausam Aaya Hai (Anari)
Zindagi Bhi Patang Hai (Yeh Khula Aasmaan)