Jise Yaar Ka Sachha Pyar Mile from Bandie Movie (Kishore Kumar)

Jise yar na sacha pyar mile
Use sare jaha ki daulat kya
Jise yar na sacha pyar mile
Use sare jaha ki daulat kya
Teri aankho me chamke pyar agar
Heero ki mujhko jarurat kya
Dunia me jiska mol nahi
Wo kya hai pyar pyar pyar

Tum jo sath ho dil ke pas ho
Har gum hai gawara
Bharti nahi nigah tera
Karke najara
Humraja tu mera saz hai tu
Mere dil ka tu gahna
Hai swarg se pyara mujhe
Teri baho me rahna
Jab dekhu mai tujhko
Lagta hai mujhko
Rab ka hua didar
Jise yar na sacha pyar mile
Use sare jaha ki daulat kya
Teri aankho me chamke pyar agar
Heero ki mujhko jarurat kya
Dunia me jiska mol nahi
Wo kya hai pyar pyar pyar

Tera sahara mai ban jau
Mera sahara tu ho
Ang milake aise sang chalu jaise
Phul ke sang khusbu ho
Tera sahara mai ban jau
Mera sahara tu ho
Ang milake aise sang chalu jaise
Phul ke sang khusbu ho
Tum jaise rakhoge waise rahungi
Karti hu ikrar
Jise yar na sacha pyar mile
Use sare jaha ki daulat kya
Teri aankho me chamke pyar agar
Heero ki mujhko jarurat kya
Dunia me jiska mol nahi
Wo kya hai pyar pyar pyar..

Song Details
Movie
Bandie
Artist
Kishore Kumar
Music Directory
Kishore Kumar
Music Label
Saregama
Singers
Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)
Lyricist
Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Other Lyrics from Bandie

Dil Usse Dungi
Haath Me Jaam Na Lu
Honth Bhale Inkar Kare
Jise Yaar Ka Sachha Pyar Mile

Other popular Lyrics by Kishore Kumar

Badhti Ka Naam Daadhi (Badhti Ka Naam Dadhi)
Aa Chal Ke Tujhe (Door Gagan Ki Chhaon Mein)
Bhole Re Sajan (Badhti Ka Naam Dadhi)
Phir Suhani Shyaam Dhalee (Badhti Ka Naam Dadhi)
Raat Aaj Ki Yeh (Chalti Ka Naam Zindagi)
Rahi Tu Ruk Mat Jaana (Door Gagan Ki Chhaon Mein)
Zindagi Haseen Hain (Badhti Ka Naam Dadhi)
Jeene Ka Maza Le Lo (Chalti Ka Naam Zindagi)
Hum Or Khushi Ke (Chalti Ka Naam Zindagi)
He Gori Banki Chori (Badhti Ka Naam Dadhi)