Chahiye Tera Saath from Bandhan Anjana Movie (Bappi Lahiri)

Bolo dil ko kya kehte hai hridayam
Hotho ko kya kehte hai adharam
Saath ko kya kehte hai sangam
Chahiye tera saath chahiye tera hath
Sari umar ko tera saath chahiye
Teri yaari
Teri yaari mujhko pyari
Jeevan bhar ke liye
Chahiye tera saath chahiye tera hath
Sari umar ko tera saath chahiye

Rup ki devi hoth jalebi
Shakkar si teri baate
Tarifo se mujhko fasaye
Janu teri ghate
Rup ki devi hoth jalebi
Shakkar si teri baate
Tarifo se mujhko fasaye
Janu teri ghate
Teri yaari teri
Yaari mujhko pyari
Jeevan bhar ke liye

Pyar ko kya kahte hai sneham
Jan ko kya kahte hai pranam
Main tumse pyar karta hu
Isko kya kahte hai
Nan nene sneh hai kinna
Chahiye tera saath chahiye tera hath
Sari umar ko tera saath chahiye
Teri yaari
Teri yaari mujhko pyari
Jeevan bhar ke liye
Chahiye tera saath chahiye tera hath
Sari umar ko tera saath chahiye

Aankhe aisi heere jaisi
Karti hai dil mein ujala
Tere pyar ki pahan ke payal
Nache ye mann matwala
Aankhe aisi heere jaisi
Karti hai dil mein ujala
Tere pyar ki pahan ke payal
Nache ye mann matwala
Teri yaari
Teri yaari mujhko pyari
Jeevan bhar ke liye

Shadi ko kya kahte hai bolo bolo
Shadi ko kya kahte hai kalyanam
Isko kya kahte hai chumbanam
Chahiye tera saath chahiye tera hath
Sari umar ko tera saath chahiye
Teri yaari
Teri yaari mujhko pyari
Jeevan bhar ke liye
Chahiye tera saath chahiye tera hath
Sari umar ko tera saath chahiye..

Song Details
Movie
Bandhan Anjana
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
T-Series
Singers
Chandrani Mukherjee, Manhar Udhas
Lyricist
Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Other Lyrics from Bandhan Anjana

Chahiye Tera Saath
Kya Cheez Hai Chandi Sona

Other popular Lyrics by Bappi Lahiri

Khali Peeli Pyar Se (Aitbaar)
Shanivar Tak Woh (Aaj Ka Daur)
Malik Mere Hoton Pe Sab Ke (Aakhri Ghulam)
Sajan Aa Jao (Aag Hi Aag)
Pyar Mila To Jaana (Aakhri Ghulam)
Saiyan Bina Ghar Suna (Aangan Ki Kali)
Lag Ja Gale (Tamacha)
Mitwa Bhool Na Jana (Kab Tak Choop Rahoongi)
Jai Ho Mata Tumhari (Aangan Ki Kali)
Na Ro Munni (Aangan Ki Kali)