Main Yahan Tu Waha from Baghban Movie (Various Artists)

Mai yaha too waha, jindagi hai kaha
Mai yaha too waha, jindagi hai kaha
Mai yaha too waha, jindagi hai kaha
Too hi too hai sanam dekhta hu jaha
Nind aati nahi yad jati nahi
Nind aati nahi yad jati nahi, bin tere abb jiya jaye naa
Mai yaha too waha, jindagi hai kaha

Waqt jaise thehar gaya hai yahi, har taraf ek ajab udasi hai
Bekarari kaa aisa aalam hai, jism tanha hai ruh pyasi hai

Teree surat abb ek pal kyun najar se hatati nahi
Rat din toh kat jate hain, umrr tanhaa katati nahi
Chah ke bhi naa kuchh kah saku tujhse mai
Chah ke bhi naa kuchh kah saku tujhse mai, dard kaise karu mai baya
Mai yaha too waha, jindagi hai kaha

Jab kahi bhi aahat huyi, yu laga ke too aa gaya
Khushbu ke jhonke ki tarah meree sanse mahka gaya
Ek woh daur tha, ham sada pas the
Ek woh daur tha, ham sada pas the, abb toh hain fasle darmiya
Mai yaha too waha, jindagi hai kaha

Biti bate yad aati hain, jab akela hota hu mai
Bolti hain khaamoshiya, sabse chhupke rota hu mai
Ek aarsa huwa muskuraye huye
Ek aarsa huwa muskuraye huye, aansuo me dhali dastan
Mai yaha too waha, jindagi hai kaha
Too hi too hai sanam dekhta hu jaha
Nind aati nahi, yad jati nahi
Nind aati nahi, yad jati nahi, bin tere abb jiya jaye naa..

Song Details
Movie
Baghban
Artist
Various Artists
Music Directory
Aadesh Shrivastava, Uttam Singh
Music Label
T-Series
Singers
Alka Yagnik, Amitabh Bachchan
Lyricist
Sameer

Other Lyrics from Baghban

Chali Chali Phir Chali
Chali Chali Phir Chali.
Hori Khele
Main Yahan Tu Waha
Meri Makhna
O Dharti Tarse
Om Jai Jagdish.
Pehle Kabhi Na Mera Haal

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)