Mere Labon Pe Dekho from Baazi Movie (Sachin Dev Burman)

Hey, dil yeh kya chiz hai
Aur dil ki tamanna kya hai
Tir par tir chala le tujhe parwa kya hai
Are teri kasam meri jaan

Tere tiro me chhupe pyar ke khajane hain
Tere tiro me chhupe pyar ke khajane hain
Mere labon pe dekho aaj bhi tarane hain
Mere labon pe dekho aaj bhi tarane hain
Dan dar dan dar dan dar dan dar,
Dan dar dan dar dan dar da
Aa dan dar dan dar dan dar dan dar,
Dan dar dan dar dan dar da

Aur honge jinhe aaram ke saman mile
Apni kashti ko toh sahil pe bhi tufan mile
Are ae geet pasand nahi hai yaar

Naiya purani hai, tufan bhi purane hain
Naiya purani hai, tufan bhi purane hain
Mere labon pe dekho aaj bhi tarane hain
Mere labon pe dekho aaj bhi tarane hain
Dan dar dan dar dan dar dan dar,
Dan dar dan dar dan dar da
Da ra da ra dan dar dan dar dan dar dan dar,
Dan dar..

Song Details
Movie
Baazi
Artist
Sachin Dev Burman
Music Directory
Sachin Dev Burman
Music Label
Saregama
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Sahir Ludhianvi

Other Lyrics from Baazi

Aaj Ki Raat Piya
Dekh Ke Akeli Mohe Barkha Sataye
Mere Labon Pe Dekho
Sharmaye Kahe Ghabraye Kahe
Suno Gajar Kya Gaye
Tadbeer Se Bigdi Hui
Tum Bhi Na Bhoolo Balam
Yeh Kaun Aaya Ki Mere Dil Ki

Other popular Lyrics by Sachin Dev Burman

Neend Churayi Chain Churaye (Anuraag)
Ab Ke Baras Bhejo Bhaiya Ko Baabul (Bandini)
Saiyyan Dil Main Aana (Bahar)
Baharon Ki Mehfil Suhani Rahegi (Benazir)
Mubarak Ho Mubarak Ho (Bewaqoof)
Na Tel Aur Na Baati (Ek Ke Baad Ek)
Kanto Se Khich Ke Ye Aanchal (Guide)
Piya Bina Piya Bina (Abhimaan)
Jo Hai Diwane Pyar Ke (Baat Ek Raat Ki)
Na Tum Hame Jano (Baat Ek Raat Ki)