Darte Darte Tum Kaho from Baali Umar Ko Salaam Movie (Bappi Lahiri)

Darte darte tum kaho
Darte darte tum kaho
Kuch darte darte ham kahe
Jo bat kahni chahiye na
Tum kaho na ham kahe
Darte darte tum kaho
Kuch darte darte ham kahe
Jo bat kahni chahiye
Na tum kaho na ham kahe
We are in love, we are in love
We are in love, we are in love
We are in love, we are in love

Halki halki mithi mithi
Dilme ye kaisi chubhan hai
Haule haule sine me
Sulagti hui si ek agan hai
Dhire dhire badti hi
Jaye dil ki bekarari
Nind gayi chain gaya
Betab kyu mera man hai
Ham is naye ehsas ko
Shola kahe sabnam kahe
We are in love, we are in love
We are in love, we are in love
We are in love, we are in love
Darte darte tum kaho
Kuch darte darte ham kahe
Jo bat kahni chahiye na
Tum kaho na ham kahe
We are in love, we are in love
We are in love, we are in love
We are in love, we are in love

Palko me tere hi to
Sapne suhane palte hai
Sanso me tumhari hi
Wafao ke diye jalte hai
Chalo aise jagah jake
Pyar ka jaha ham basaye
Dunia se dur jaha
Dharti gagan milte hai
Kya is mulakat ko
Ham pyar ka sangum kahe
We are in love, we are in love
We are in love, we are in love
We are in love, we are in love

Na darte darte tum kaho
Na darte darte ham kahe
Ab tum hame hamdam
Kaho or ham tumhe janam kahe
We are in love, we are in love
We are in love, we are in love
We are in love, we are in love..

Song Details
Movie
Baali Umar Ko Salaam
Artist
Bappi Lahiri
Music Directory
Bappi Lahiri
Music Label
Lara Music
Singers
Asha Bhosle, Kumar Sanu
Lyricist
Nawab Arzoo

Other Lyrics from Baali Umar Ko Salaam

Aakho Se Aakhe Milau
Baali Umar Ko Salaam
Chupke Teri Aankhon Mein
Darte Darte Tum Kaho
Ding Dong Ding Dong
Tune Tune Mera Dil Liya

Other popular Lyrics by Bappi Lahiri

Khali Peeli Pyar Se (Aitbaar)
Shanivar Tak Woh (Aaj Ka Daur)
Malik Mere Hoton Pe Sab Ke (Aakhri Ghulam)
Sajan Aa Jao (Aag Hi Aag)
Pyar Mila To Jaana (Aakhri Ghulam)
Saiyan Bina Ghar Suna (Aangan Ki Kali)
Lag Ja Gale (Tamacha)
Mitwa Bhool Na Jana (Kab Tak Choop Rahoongi)
Jai Ho Mata Tumhari (Aangan Ki Kali)
Na Ro Munni (Aangan Ki Kali)