Muskaanein Jhooti Hai from Talaash Movie (Ram Sampath)

Raat mein hi jaagetin hain
Yeh gunaahon ke ghar
Inki raahein khole baahein
Jo bhi aaye idhar

Yeh hai gumraahon ka rasta
Muskaanein jhooti hai
Pehchanein jhooti hai
Rangeeni hai chahyi
Phir bhi hai tanhaayi

Kal inhi galiyon mein
In masli kaliyon mein
Toh yeh dhoom thi
Jo rooh pyaasi hai
Jimein udaasi hai
Woh hai ghoomti
Sabko talaash wohi
Samjhein yeh kaash koi

Yeh hai gumraahon ka rasta
Muskaanein jhooti hai
Pehchanein jhooti hai
Rangeeni hai chahyi
Phir bhi hai tanhaayi

Halke ujaalon mein
Halke andheron mein
Joh ik raaz hai
Kyun kho gaya hai woh
Kya ho gaya hai ke
Woh naraaz hai
Aye raat itna bata
Tujhko toh hoga pata

Yeh hai gumraahon ka rasta
Muskaanein jhooti hai
Pehchanein jhooti hai
Rangeeni hai chahyi
Phir bhi hai tanhaayi

Muskaanein jhooti hai
Pehchanein jhooti hai
Rangeeni hai chahyi
Phir bhi hai tanhaayi

Song Details
Movie
Talaash
Artist
Ram Sampath
Music Directory
Ram Sampath
Duration
3:20
Music Label
T-Series Music
Singers
Suman Sridhar
Lyricist
Javed Akhtar

Other Lyrics from Talaash

Hona Hai Kya
Jee Le Zara
Jiya Lage Na
Lakh Duniya Kahe
Muskaanein Jhooti Hai

Other popular Lyrics by Ram Sampath

Hona Hai Kya (Talaash)
Rabba (Fukrey)
Lag Gayi Lottery (Fukrey)
Ambarsariya (Fukrey)
Lakh Duniya Kahe (Talaash)
Beda Paar (Fukrey)
Karle Jugaad Karle (Fukrey)
Fukrey (Fukrey)
F.U.N. Fun Funaa (Luv Ka The End)
Jaa Chudail (Delhi Belly )