Mat Ro Mere Dil from Ayee Milan Ki Raat Movie (Anand Milind)

Mat ro mere dil chup ho ja, huwa so huwa

Woh jo pyar me hota hai, aitbar me hota hai
Tere sath bhi e yaar mere sathi wahi to huwa

Tere sath bhi ja saaj mere sathi wahi to huwa

Sukh me kate, ya dukh me basar ho jina toh har hal me hoga

Amrit ho aansu ke, zehar ho pina to har hal me hoga
Khwab ek tuta toh tute kya huwa aye dil
Sath ek chhuta toh chhute kya aye dil
Woh jo pyar me hota hai, aitbar me hota hai
Tere sath bhi e yaar mere sathi wahi to huwa
Mat ro mere dil chup ho ja, huwa so huwa
Mat ro mere dil chup ho ja, huwa so huwa

Ponch ke aansu jhad jhad ke daman chal toh sahi manzil hai hazaro
Hash ke jara duniyaa pe najar kar chahat ke kabil hain hazaro
Aur bhi ghar hain jaha me, aur bhi hain galiya
Aur bhi gul hain jaha me, aur bhi hain kaliya
Woh jo pyar me hota hai, aitbar me hota hai
Tere sath bhi ja saaj mere sathi wahi to huwa
Mat ro mere dil chup ho ja, huwa so huwa
Woh jo pyar me hota hai, aitbar me hota hai
Tere sath bhi ja saaj mere sathi wahi to huwa
Mat ro mere dil chup ho ja, huwa so huwa..

Song Details
Movie
Ayee Milan Ki Raat
Artist
Anand Milind
Music Directory
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label
Saregama
Singers
Anuradha Paudwal, Mohammed Aziz
Lyricist
Sameer

Other Lyrics from Ayee Milan Ki Raat

Dekhe Apani Kismat Me
Ishaq Daa Rog Lagaa
Kaalaa Shaa Kaalaa Haay
Kasam Se Kasam Se
Kitne Dinon Ke Baad Hai Aayi
Maine Kisi Ko Dil De Diyaa
Mat Ro Mere Dil
Saawan Ka Mahina Aaya Hai
Tune Pyar Ki Bin Bajayi

Other popular Lyrics by Anand Milind

Mujhe Dil Ka Rog (Chhote Sarkar)
Phoolon Sa Chehra Tera (Anari)
Pyar Mein Dil De Diya (Anari)
Jeth Ki Dopahri Mein (Coolie No. 1)
Aunty No One (Aunty No. 1)
Aari Aari (Yeh Khula Aasmaan)
Jane Jaan Jane Jaan (Anari)
Khabar Kar Do (Baarish)
Kya Mausam Aaya Hai (Anari)
Zindagi Bhi Patang Hai (Yeh Khula Aasmaan)