Zindagi Sau Baras from Awaaz Movie (Rahul Dev Burman)

Zindagi sau baras ki sahi
Zindagi ka bharosh nahi
Zindagi sau baras ki sahi
Chand chup jaye kab jaye kya pata
Chandani ka bharosha nahi
Chand chup jaye kab jaye kya pata

Aag thodi si dil me laga ke rakho
Apne dil ki shama bhi jala ke rakho
Aag thodi si dil me laga ke rakho
Apne dil ki shama bhi jala ke rakho
Ghar charago se
Ghar charago se roshan sahi
Roshni ka bharosha nahi
Chand chup jaye kab jaye kya pata

Yuhi chalte hue pas ham aa gaye
Aaj ye soch ke hum to ghabra gaye
Yuhi chalte hue pas ham aa gaye
Aaj ye soch ke hum to ghabra gaye
Ban na jaye ye
Ban na jaye ye dil ki dil ki lagi
Dillagi ka bharosha nahi
O zindagi sau baras ki sahi

Julaf hai ya ghata hoth hai ya kamal
Khubsurat ho tum jaise koi gajal
Julaf hai ya ghata hoth hai ya kamal
Khubsurat ho tum jaise koi gajal
Tu to karne lage sayri
Tu to karne lage sayri
Sari ka bharosha nahi
Zindagi sau baras ki sahi
Zindagi ka bharosh nahi
Zindagi sau baras ki sahi
Chand chup jaye kab jaye kya pata
Chandani ka bharosha nahi..

Song Details
Movie
Awaaz
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Music Label
CBS
Singers
Kishore Kumar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Awaaz

Aa Jaaneman Aaj Tujhe
Ankhon Ki Zuban Ne
Bolo Pyar Karogi
Zindagi Awaaz Deti Hai
Zindagi Sau Baras

Other popular Lyrics by Rahul Dev Burman

Paise Ka Khel Nirala (Biwi O Biwi)
Aaja Meri Jaan (I Love New Year)
Chunri Sambhal Gori (Baharon Ke Sapne)
Karwaten Badalte Rahe (Aap Ki Kasam)
Suno Kaho Kaha Suna (Aap Ki Kasam)
Aaja O Mere Raja (Apna Desh)
Allah Tera Nighebaan (Abdullah)
Baap Ki Jagah Maa (Dard Ka Rishta)
Hum To Hai Chhui Mui (Agar Tum Na Hote)
Is Mod Se Jate Hain (Aandhi)