Meri saanson mein basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Meri saanson mein basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Tu mere din mein raaton mein
Khamoshi mein baaton mein
Baadal ke haathon mein bhejoon tujhko ye payaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Meri saanson mein basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Aankhon mein tasveer hai jaise tu meri taqdeer hai jaise
Us dil se is dil tak aati dhadkan ki zanjeer hai jaise
Aankhon mein tasveer hai jaise tu meri taqdeer hai jaise
Us dil se is dil tak aati dhadkan ki zanjeer hai jaise
Khwaabon khwaabon tu mile na jaane kya hain silsile
Palkhon par ye pyaar ke na jaane kitne gul khile
Tere khwaab sajaate rehna ab hai mera kaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Meri saanson mein basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Ho ho…
Phoolon par shabnam ki nami hai rangon ki mehfil si jami hain
Mausam bhi manzar bhi main bhi kehte hain bas teri kami hai
Phoolon par shabnam ki nami hai rangon ki mehfil si jami hain
Mausam bhi manzar bhi main bhi kehte hain bas teri kami hai
Baagon mein hum jo milein to gaayein saari koyalein
Mehke saara ye samaa havayein mehki si chalein
Teri khushboo se bhar jaayein kaliyon ke ye jaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Meri saanson mein basa hai tera hi ek naam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Teri yaad humsafar subah o shaam
Tu mere din mein raaton mein
Khamoshi mein baaton mein
Baadal ke haathon mein bhejoon tujhko ye payaam..
Ek Din Kahin |
Humse Rahoge Kya Hamesha |
Jagi Huyi Fizayen |
Koi Jane Koi Na Jane |
Meri Sanson Mein |
Sitaara Aankhein |
Thodasa Pagla Thoda Diwana |
Uttar Dakshin Purab Pashchim |
Zindagi Jhoomkar |