Humen Maar Chala from Arzoo Movie (Anil Krishna Biswas)

Hame mar chala ye khayal ye gham
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Kisi aur ka ho gaya koyi toh ham
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe

Ham zeher to kha lete un bin
Khanjar bhi chala lete lekin
Na ho unko khabar toh haay sitam
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Na ho unko khabar toh haay sitam
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe

Hain yeh pyar ka phanda gardan me
Jite na bane, marte na bane
Jite na bane, marte na bane
Jite na bane, marte na bane
Yu hi bich gale me atka hain dam
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Hame maar chala ye khayal yeh gham
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Hame maar chala ye khayal yeh gham
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe
Hame maar chala ye khayal yeh gham
Na idhar ke rahe, na udhar ke rahe..

Song Details
Movie
Arzoo
Artist
Anil Krishna Biswas
Music Directory
Anil Krishna Biswas
Music Label
Saregama
Singers
Anil Krishna Biswas
Lyricist
Majrooh Sultanpuri

Other Lyrics from Arzoo

Aye Dil Mujhe Aisi Jagah
Humen Maar Chala
Jana Na Dil Se Door
Jao Sidharo He Radha Ke Shyam
Kahan Tak Hum Uthaye Gham
Mila Gaye Nain
Unhen Hum To Dil Se Bhulane

Other popular Lyrics by Anil Krishna Biswas

Jana Na Dil Se Door (Arzoo)
Nahin Khate Hain (Bahen)
Tere Mann Me Kaun (Angulimaal)
Aayi Aayi Basanti Bela (Angulimaal)
Buddham Saranam Gachhami (Angulimaal)
Jao Sidharo He Radha Ke Shyam (Arzoo)
Mohe Le Chal Apni Nagariya (Bahen)
Koyal Gaa Re Papihe (Bahen)
Raham Na Khana (Roti)
Papihaa Re Mere Piyaa (Kismet)