Apne apne huye paraye
Kismat ne kya din dikhalaye
Kuch socho aur kuch ho jaye
Haye re dhiraj kon bandaye
Apne apne huye paraye
Kismat ne kya din dikhalaye
Kuch socho aur kuch ho jaye
Haye re dhiraj kon bandaye
Apne apne hue paraye
Gham ki jo taqdeer na hoti
Jo itni bekir na hoti
Dil par itna boj an hota
Pairo me janjir na hoti
Apne apne huye paraye
Kismat ne kya din dikhalaye
Kuch socho aur kuch ho jaye
Haye re dhiraj kon bandaye
Apne apne hue paraye
Jin raho se shole aaye
Baite unse naina bichaya
Dil nadan to hi jata hai
Sayad vo sayad lautaye
Apne apne huye paraye
Kismat ne kya din dikhalaye
Kuch socho aur kuch ho jaye
Haye re dhiraj kon bandaye
Apne apne hue paraye
Aan hai hum kyu jane koi
Apna hume kyu mane koi
Bahatar hai iss badhali me
Ab na pahchane koi
Apne apne huye paraye
Kismat ne kya din dikhalaye
Kuch socho aur kuch ho jaye
Haye re dhiraj kon bandaye
Apne apne huye paraye..
Apne Hue Paraye |
Bahar Banke Woh |
Dupatte Kee Girah Me |
Gagan Ke Chand Na Puchh Hamse |
Kahi Aansoo Nikalte Hai |
Maine Bulaya Aur Tum Aaye |
Phir Koyi Muskaraya |