Dil Ko Uda Ke from Apne Dam Par Movie (Aadesh Shrivastav)

Dil ko uda ke nazare chura ke
Dil ko uda ke nazare chura ke
Tum chali ho kaha, oo bolo tum chali ho kaha
Mujhko diwana pagal banake
Mujhko diwana pagal banake
Tum chali ho kaha, oo bolo tum chali ho kaha
Bin soche, bin samjhe jane kaha ye chali hai
Bin soche, bin samjhe jane kaha ye chali hai
Dil ko uda ke nazare chura ke
Tum chali ho kaha, oo bolo tum chali ho kaha

Chalti hai aise lagta hai jaise masti tujhe chad gayi
Chalti hai aise lagta hai jaise masti tujhe chad gayi
Dil le liya hai jaa bhi legi, dil le liya hai jaa bhi legi
Zid pe kyu ad gayi, ho bolo zid pe kyu ad gayi
Ho jane tamana aankhe ladake
Jane tamana aankhe ladake
Tum chali ho kaha, oo bolo tum chali ho kaha
Bin soche bin samjhe jane kaha ye chali hai
Bin soche bin samjhe jane kaha ye chali hai
Dil ko uda ke nazare chura ke
Tum chali ho kaha, oo bolo tum chali ho kaha

Haye shola hai shola dil mera bola kafir jawani hai teri
Haye shola hai shola dil mera bola kafir jawani hai teri
Karne chala tha tujhse mohabbat
Karne chala tha tujhse mohabbat
Aayi kayamat meri, oo dekho aayi kayamat meri
Suli pe janam mujhko chadake
Suli pe janam mujhko chadake
Tum chali ho kaha, oo bolo tum chali ho kaha
Dil ko uda ke nazare chura ke
Dil ko uda ke nazare chura ke
Tum chali ho kaha, oo bolo tum chali ho kaha
Bin soche bin samjhe jane kaha ye chali hai
Bin soche bin samjhe jane kaha ye chali hai
Mujhko diwana pagal banake
Mujhko diwana pagal banake
Tum chali ho kaha, oo bolo tum chali ho kaha
Bin soche bin samjhe jane kaha ye chali hai
Bin soche bin samjhe jane kaha ye chali hai..

Song Details
Movie
Apne Dam Par
Artist
Aadesh Shrivastav
Music Directory
Aadesh Shrivastava
Music Label
Time
Singers
Aadesh Shrivastava
Lyricist
Dev Kohli

Other Lyrics from Apne Dam Par

Aarah Hiley
Dil Deewana Sanam
Dil Ko Uda Ke
Ek Ladki Patakha
Mujhe Is Tarah Se
Teri Meri Aankh Ladi
Tum Jo Rahoge

Other popular Lyrics by Aadesh Shrivastav

Aankhein Jiski Mandir Masjid (Bhai Bhai)
Apne Mehboob Ki (Bade Dilwala)
Bebasi Dard Ka Aalam (Baabul)
Ganga Maiya (Bas Itna Sa Khwaab Hai)
Hai Junoon (Alag)
Phatela Jeb (Aankhen)
Raske Bhare Tore Naina (Satyagraha)
Chand Nikla Thoda Thoda (Bhai Bhai)
Dank Maare (Chingaari)
Gustakhiyan Hain Betabiyan Hain (Aankhen)