Barson Ke Baad from Anjaam Movie (Various Artists)

Barson ke baad aayi mujhko yaad ek baat
Barson ke baad aayi mujhko yaad ek baat
Tere bin nahi guzare raat
Barson ke baad aayi mujhko yaad ek baat
Barson ke baad aayi mujhko yaad ek baat
Tere bin nahi guzare raat

Mere husn ki bekhudi ko hawa di jal raha badan aag tune laga di
Mera vaada hai dilbar bechain kar dungi
Bujhaaungi agar saadi tujhe baahon mein bhar lungi
Barson ke baad aayi mujhko yaad ek baat
Tere bin nahi guzare raat

Aaj to sanam ritu badi hai suhaani hosh mein ab kahaan ye meri jawaani
Ghani zulfon ke saaye mein tujhe bithaungi
Zara ruk ja jaldi se tere paas aaungi
Barson ke baad aayi mujhko yaad ek baat
Tere bin nahi guzare raat

Shaadi ka laddu aaisa jo khaaye vo pachataaye jo na khaaye vo lalchaaye
Sun meri banno

Beevi kitni bhi khoobsurat kuch din hi piya man bhaaye
Kar ke na jaane kitne bahaane ja ke shauhar ka dil bahlaaye
Yahaan kis ki hui hai shaadi kahate hain ise barbaadi
Soch ke mera dil khataaye jo shaadi
Saara din phirte maare maare na guzarati kunvaaron ki raaten re
Ye bataayen to kis ko bataayen
Dil mein hoti hazaaron hi baaten
Inka to ye hi hai kahana mushkil hai kanvaara rahana re
Neend akele na aaye..

Song Details
Movie
Anjaam
Artist
Various Artists
Music Directory
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label
Tips Music
Singers
Alka Yagnik
Lyricist
Sameer

Other Lyrics from Anjaam

Badi Mushkil Hai
Barson Ke Baad
Chane Ke Khet Mein
Kolhapur Se Aaye Jhumke
Tu Samne Jab Aata Hai

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Maula (Jism 2)
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Baby Se Babydoll (Gippi)