Mujhe To Hone Laga from Andolan Movie (Various Artists)

Mujhe to hone laga hai pyaar mere yaar o mere yaar
Mujhe to hone laga hai pyaar mere yaar o mere yaar
Na jaane dil kyuun hai beqaraar mere yaar o mere yaar
Na jaane dil kyuun hai beqaraar mere yaar o mere yaar
Hamaari manzilein juda juda milenge kab kahaan kise pata
Ho hamaari manzilein
Rahega dil ko intazaar mere yaar o mere yaar
Rahega dil ko intazaar mere yaar o mere yaar
Mujhe to hone laga hai

Beqaraar hoke kya karugi
Ro ke yaad teri mujhako jab sataayegi
Main na ji sakunga aansu na pi sakunga
Dosti mujhe bahut rulaayegi
Beqaraar hoke kya karugi
Ro ke yaad teri mujhako jab sataayegi
Main na ji sakunga aansu na pi sakunga
Dosti mujhe bahut rulaayegi
Lab pe rahegi milan ki duva ho ho ho
Na hoga khud pe iktiyaar mere yaar o mere yaar
Mujhe to hone laga hai

Kya hasin umr thi na koyi fiqr thi
Kat rahi thi muskara ke zindagi
Kya javaan safar tha na kisi ka dar tha
Dard tha na koyi na koyi beqasi
Kya hasin umr thi na koyi fiqr thi
Kat rahi thi muskara ke zindagi
Kya javaan safar tha na kisi ka dar tha
Dard tha na koyi na koyi beqasi
Jine ka ham le rahe hain maza ho ho ho
Kushi mili hai beshumaar mere yaar o mere yaar
Mujhe to hone laga hai..

Song Details
Movie
Andolan
Artist
Various Artists
Music Directory
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Label
Tips Music
Singers
Alka Yagnik, Kumar Sanu, Udit Narayan
Lyricist
Sameer

Other Lyrics from Andolan

Aayegi Har Pal Tujhe
Dil Hamne Diya
Dil To Khoya Hai
Kitne Dino Ke Baad
Mujhe To Hone Laga
Nazar Mein Tu

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)