Nasha Hai Mujhe from Anand Aur Anand Movie (Rahul Dev Burman)

Nasha hai ho mujhe bhi tumhara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara
Mujhe nasha tera tujhe nasha mera
Nashe me dil mera hara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara
Mujhe nasha tera tujhe nasha mera
Nashe me dil mai to hara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara, tumhara

Mai jo kahi gir jau raho me
Badh ke tujhe tham lu baho me
Chhin le jo tujhse koi mujhko
Duniya me jine na du usko
Tu yaado me tu khwabo me
Tu jaan se hai pyara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara, tumhara

Tu jo kabhi pas na ho mere
Ho lagta nahi dil bin tere
Hey hey tu jo mile sab kuch pa jau
Arey dil kya hai tujh me sama jau
In baho ne in julafo ne
In aankho ne mara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara, tumhara

Aaj chali itni tej hawa
Ye to kya dil me jo shor utha
Ye tufan or ho tej jara
Dil u mile mil ke na fir ho juda
Mar jaye to fir milane ko hum aaye dobara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara
Mujhe nasha tera tujhe nasha mera
Nashe me dil mera hara
Nasha hai ho mujhe bhi tumhara, tumhara....

Song Details
Movie
Anand Aur Anand
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Music Label
CBS Music
Singers
Abhijeet Bhattacharya, Lata Mangeshkar
Lyricist
Anjaan

Other Lyrics from Anand Aur Anand

Hum Kya Hai
Mein Awara Hi Sahi
Mere Liye Soona Soona
Nasha Hai Mujhe
Wadon Ki Sham

Other popular Lyrics by Rahul Dev Burman

Paise Ka Khel Nirala (Biwi O Biwi)
Aaja Meri Jaan (I Love New Year)
Chunri Sambhal Gori (Baharon Ke Sapne)
Karwaten Badalte Rahe (Aap Ki Kasam)
Suno Kaho Kaha Suna (Aap Ki Kasam)
Aaja O Mere Raja (Apna Desh)
Allah Tera Nighebaan (Abdullah)
Baap Ki Jagah Maa (Dard Ka Rishta)
Hum To Hai Chhui Mui (Agar Tum Na Hote)
Is Mod Se Jate Hain (Aandhi)