Safal Wohi Jeevan Hai from Anand Ashram Movie (Shyamal Mitra)

Khushi bant te hai apni
Leke jo auro ke gham
Vahi banate hai duniya ko
Ek anand ashram
Safal wohi jivan hai
Auro ke liye jo arpan hai
Safal wohi jivan hai
Auro ke liye jo arpan hai
Safal wohi jivan hai

Pyar na bhulenge suraj ka
Hum sab dharti wale
Mar mar ker deta hai jivan
Jal jal ke ujale
Pyar na bhulenge suraj ka
Hum sab dharti wale
Mar mar ker deta hai jivan
Jal jal ke ujale
Safal wohi jivan hai
Auro ke liye jo arpan hai
Safal wohi jivan hai
Auro ke liye jo arpan hai
Safal wohi jivan hai

Har dil me jeete hai wo
Auro ke liye jo mar jaye
Yaad wahi rahte hai jo
Auro ke liye kuch ker jaye
Khushi bant te hai apni
Leke jo auro ke gham
Vahi banate hai duniya ko
Ek anand ashram
Ek anand ashram
Ek anand ashram.....

Song Details
Movie
Anand Ashram
Artist
Shyamal Mitra
Music Directory
Shyamal Mitra
Music Label
Saregama
Singers
Shyamal Mitra
Lyricist
Indeevar (Shyamalal Babu Rai)

Other Lyrics from Anand Ashram

Jab Chaho Chali Aaungi
Raahi Naye Naye
Safal Wohi Jeevan Hai
Sara Pyaar Tumhara Maine
Tere Liye Maine Sabko Chhoda
Tum Itni Sundar Ho

Other popular Lyrics by Shyamal Mitra

Kal Ke Apne (Amanush)
Jab Chaho Chali Aaungi (Anand Ashram)
Safal Wohi Jeevan Hai (Anand Ashram)
Honth Bhale Inkar Kare (Bandie)
Raahi Naye Naye (Anand Ashram)
Gham Ki Dawa Toh Pyar (Amanush)
Dil Usse Dungi (Bandie)
Na Puchho Koi Hamein (Amanush)
Dil Aisa Kisi Ne Mera Toda (Amanush)
Tum Itni Sundar Ho (Anand Ashram)