Khamosh hai khewanhar mera naiyya meri dubi jati hai
Khamosh hai khewanhar mera
Khamosh hai khewanhar mera naiyya meri dubi jati hai
Naiyya meri dubi jati hai
Jinda hun magar abb jine kee umid bhi tuti jati hai
Khamosh hai khewanhar mera
Sahil kee tamanna thi mujhko majhadhar me beda ja pahoncha
Jine kee duayen kyun mangu pani toh gale tak aa pahoncha
Dil dhundh raha hai dooniya ko dooniya hai ke chhuti jati hai
Naiyya meri dubi jati hai khamosh hai khewanhar mera
Gham apna juban tak la naa sakun sansar ko munh dikhla naa sakun
Ghutata hai jo dam rukte hai kadam badhte hai kadam rukte hai kadam
Ghutata hai jo dam rukte hai kadam manjil kee taraf bhi ja naa sakun
Bhataka huwa rahi jan ke abb takdir bhi ruthi jati hai
Naiyya meri dubi jati hai khamosh hai khewanhar mera
Charano me tere hai laj meri sun aaj jara fariyad meri
Too dur nahee majbur nahee nagari hai magar barbad meri
Kya yuhi garibo kee dooniya sansar me luti jati hai
Jinda hun magar abb jine kee umid bhi tuti jati hai
Khamosh hai khewanhar mera....
Ek baat kahoon |
Insaaf Ka Mandir Hai |
Jaane Wale Se |
Khamosh Hai Khevanhaar |
Na Milta Gham |
Na Shiqwa Hai Koi |
Radha Ke Pyare Krishna Kahaie |
Tere Sadke Balam |
Udi Udi Chhaie Ghata |
Umangon Ko Sakhi |