Mere Naghmo Me from Alif Laila Movie (Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder))

Mere nagmo
Mere nagmo me un mastana
Aankho ki kahani hai
Mohabbat hi mohabbat hai
Jawani ki jawani hai
Mere nagmo me

Kisi ke nazmi jalwe
Meri dunia pe chaye hai
Kisi ke nazmi jalwe
Meri dunia pe chaye hai
Wo meri aarzu
Wo meri aarzu bankar
Mere dil me shamaye hai
Mujhe ab unke dil me
Aarzu apni jagani hai
Mohabbat hi mohabbat hai
Jawani ki jawani hai
Mere nagmo me

Mohabbat meri dunia hai
Mohabbat sayri meri
Mohabbat mera nagma hai
Mohabbat jindagi meri
Mohabat ke sahare mohabbat ke sahare
Ek nayi dunia basani hai
Mohabbat hi mohabbat hai
Jawani ki jawani hai
Mere nagmo me

Chala hu leke us mahfil me
Apne dil ka najrana
Chala hu leke us mahfil me
Apne dil ka najrana
Meri hasti hai unke pyar ka
Rangin afsana
Nigahe char karke
Aaj kismar aazmani hai
Mohabbat hi mohabbat hai
Jawani ki jawani hai
Mere nagmo me
Mere nagmo me un mastana
Aankho ki kahani hai
Mohabbat hi mohabbat hai
Jawani ki jawani hai
Mere nagmo me.....

Song Details
Movie
Alif Laila
Artist
Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Music Directory
Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)
Music Label
Saregama
Singers
Talat Mahmood
Lyricist
Sahir Ludhianvi

Other Lyrics from Alif Laila

Aanaa Hi Padegaa
Bahaar Aai Khili Kaliyaan
Dilo Ke Shikar
Kya Raat Suhaani Hai
Mere Naghmo Me
Raate Pyar Ki Beet Jayengi
Tujhko Bhulana Mere Bas Me Nahi
Umidvar Dekh To Le

Other popular Lyrics by Shyam Sunder Premi (Shyam Sunder)

Kya Raat Suhaani Hai (Alif Laila)
Us Dil Ki Kismat (Lahore)
Ya Ela Hi (Badmaash)
Chhalak Raha Hai Nigahon Se Pyar (Dholak)
Bahaaren Phir Bhi Aayengi (Lahore)
Aankh Teri Mastani Hai (Dal: The Gang)
Chori Chori Aag Si (Dholak)
Hona Tha Jo Ho Gaya (Badmaash)
Jaam Chhalka E Jaa (Badmaash)
Tujhko Bhulana Mere Bas Me Nahi (Alif Laila)