Jeevan Ki Yehi Hai Kahani from Alag Alag Movie (Rahul Dev Burman)

Dur bahut dur bahur dur
Aasaman pe rahta hai ek jadughar
Kya kya khel dikhata hai
Kabhi hume hasata hai
Kabhi hume rulata hai

Is jivan ki yahi hai kahani
O is jivan ki yahi hai kahani
Is jivan ki yahi hai kahani
Aani jaani ye duniya
Bahte dariya ka paani

Is jivan ki yahi hai kahani
Is jivan ki yahi hai kahani
Aani jaani ye duniya
Bahte dariya ka paani

Phool khile khil ker murjaye
Deep jale jhal jhal ker bhuj jaye
Is bagiya ki reet yahi hai
Ek ruth aaye ek ruth jaye
Kaise badle reet purani
Kaise badle reet purani
Aani jaani ye duniya
Bahte dariya ka paani

Is jivan ki yahi hai kahani
Is jivan ki yahi hai kahani
Aani jaani ye duniya
Bahte dariya ka paani

Aane wala pal kahta hai
Jaane wala pal kahta hai
Kon raha hai kon rahega
Kon humesa kab rahta hai
Rah jati hai yaad nishani
Rah jati hai yaad nishani
Aani jaani ye duniya
Bahte dariya ka paani

Is jivan ki yahi hai kahani
Is jivan ki yahi hai kahani
Aani jaani ye duniya
Bahte dariya ka paani

Jism ki maut se fir kya darna
Is mitti ka hum kya kerna
Duniya me sab ko na jane
Kitni baar hai jeena marna
Maut ke baad hai fir jindagani
Maut ke baad hai fir jindagani
Aani jaani ye duniya
Bahte dariya ka paani

Is jivan ki yahi hai kahani
Is jivan ki yahi hai kahani
Aani jaani ye duniya
Bahte dariya ka paani
O bahte dariya ka paani......

Song Details
Movie
Alag Alag
Artist
Rahul Dev Burman
Music Directory
Rahul Dev Burman
Music Label
T-series
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Alag Alag

Dil Me Aag Lagaye Sawan Kaa Mahina
Jeevan Ki Yehi Hai Kahani
Kabhi Bekasi Ne Maara
Kagaz Kalam Dawaat
Kuch Humko Tumse Kehna Hai

Other popular Lyrics by Rahul Dev Burman

Paise Ka Khel Nirala (Biwi O Biwi)
Aaja Meri Jaan (I Love New Year)
Chunri Sambhal Gori (Baharon Ke Sapne)
Karwaten Badalte Rahe (Aap Ki Kasam)
Suno Kaho Kaha Suna (Aap Ki Kasam)
Aaja O Mere Raja (Apna Desh)
Allah Tera Nighebaan (Abdullah)
Baap Ki Jagah Maa (Dard Ka Rishta)
Hum To Hai Chhui Mui (Agar Tum Na Hote)
Is Mod Se Jate Hain (Aandhi)