Saaya tera jo mujhko
ab yun nazar aaye
beete palon ki yaadein
mujhe yun tadpayein
aankhon ke ashkon mein dil
doob mera jaaye
mehrumiyon ke aalam mein
mil le mujhe tu dua yeh karoon
meri dhadkano ko zinda mein karun
zindagi ko zindagi kahun
zindagi ko zindagi kahun
chaaha tumhein tha itna
tumne na jaana kitna
deewangi ki hadh tak
maine kiya tha utna
yaadon mein teri ab tak
jalta raha hoon mein ab
dard bhari yeh zindagi
meri hasratein bhi tujh mein hai
meri aashiqui bhi tujh mein hai
meri zindagi bhi tujh mein hai
meri jaan
mil le mujhe tu dua yeh karoon
meri dhadkano ko zinda mein karun
zindagi ko zindagi kahun
zindagi ko zindagi kahun
bhujte diye saanson ke
tere sarhane mein yun
tujhko bulaye raat din
chand palon mein yeh ab
sansein rukengi shayad
ab bhi tu mudh ke dekh le toh
mein maut ko bhi rokh doon
mein saans ko bhi cheen loon
mein phir se teri yaadon mein jeeyun
mil le mujhe tu dua yeh karoon
meri dhadkano ko zinda mein karun
zindagi ko zindagi kahun
zindagi ko zindagi kahun
Aaye nahi chain kate nahin |
Kamsin |
Kya Jadu Hai Yeh |
Kya Wajah Thi Tere Jaane Ki |
Mashah Allah Kya Kehna |
O Sone Ke Kangna |
Yadein Yadein |
Zindagi Kahun |