Kahaan hoon main
Kahan hoon main ab
Kahan hoon main
Kahaan hoon main ab..
Aahein, dar, khushi, raaste
Kachchi baatein, sachche raaste
Kahin pe in sab mein
Kahaan hoon..main
Maine bhi to aana tha isi taraf
Maine bhi to aana tha isi taraf
Meri bhi to raahein hain yahin kahin
Uljhano ke do-raahe
Raaston ki yeh baahein
Aate jaate poochhti main kahaan…
Kahaan hoon main ab
Kahan hoon main
Kahan hoon main ab
Aahein, dar, khushi, raaste..
Kachchi baatein, sachche raaste
Kahin pe in sab mein
Kahaan hoon..main
Ooni-ooni baadal mein gayi simat
Jaise main hoon jaadon ki hava koi
Sochoon na kya peechhe hai
Dekhoon na jo aage hai
Mann yeh mera poochhta..kahaan hoon..
Kahaan hoon main
Kahan hoon main ab
Kahan hoon main
Kahaan hoon main ab..
Yaadein ab zameen, khwahishein
Pakki chaahat, kachchi koshishein
Kahin pe in sab mein
Kahaan hoon..main....
Heera |
Kahaan Hoon Main |
Maahi Ve |
Patakha Guddi |
Sooha Saha |
Tu Kuja |