Mahue Ka Ghoont from Ab Insaf Hoga Movie (Various Artists)

Mahue ka ghut ek piya
Mahue ka ghut ek piya, maja ayi gawa
Mahue ka ghut ek piya, maja ayi gawa

Tut gaya hamra jiya
Are tut gaya hamre jiya maja ayi gawa
Mahue ka ghut ek piya, maja ayi gawa re

Dekha nahi aisa nadan hame
Dete hai dil log di jan hamne
Dekha nahi aisa nadan hame
Dete hai dil log di jan hamne

Kam aisa hamne kiya
Kam aisa hamne kiya maja ayi gawa
Mahue ka ghut ek piya, maja ayi gawa

Lakho me ek phul khilta nahi hai
Ye dard sabko milta nahi hai
Lakho me ek phul khilta nahi hai
Ye dard sabko milta nahi hai

Ye dard mujhko diya
Ye dard mujhko diya, maja ayi gawa
Mahue ka ghut ek piya, maja ayi gawa re maja ayi gava

Usne banayi ha isabki jodi
Khali jagah mere dil me chodi
Usne banayi ha isabki jodi
Khali jagah mere dil me chodi

Kismat ne ye kya kiya
Kismat ne ye kya kiya, maja ayi gawa
Mahue ka ghut ek piya, maja ayi gawa

Tut gaya hamra jiya
Are tut gaya hamre jiya maja ayi gawa
Ha mahue ka ghut ek piya, maja ayi gawa re..

Song Details
Movie
Ab Insaf Hoga
Artist
Various Artists
Music Directory
Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Label
Tips Music
Singers
Vinod Rathod
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Ab Insaf Hoga

Barso Ki Baad
Mahue Ka Ghoont
Mere Jhumkon Ne
No Problem
Pehli Milan Ki Raat
Yeh Behki Behki Chaal

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)