Dhitang Dhitang Bole from Aawaz Movie (Salil Chowdhury)

Dhitang dhitang bole
Dil tere liye dole
O sanam haule haule
Kaisa jaadu kiye jaaye
Dhitang dhitang bole
Dil tere liye dole
O sanam haule haule
Kaisa jaadu kiye jaaye

Jaane ya na jaane
Tu maane yaa na maane
Ham tere hi deewane hai
Tu chaahe ya na chaahe
Jaane ya na jaane
Tu maane yaa na maane
Ham tere hi deewane hai
Tu chaahe ya na chaahe

Aaye re aaye
Pyaar ke din aaye
Dhad dhad dil dhadake
Nazar sharamaaye
Aaye re aaye
Pyaar ke din aaye
Dhad dhad dil dhadake
Nazar sharamaaye

Kabhi tadapaaye
Kabhi tarasaaye
Ai dil ki lagi tujh ko
Kaun samajhaaye
Kabhi tadapaaye
Kabhi tarasaaye
Ai dil ki lagi tujh ko
Kaun samajhaaye
Aaye re aaye
Aaye re aaye
Aaye re aaye
Aaye re aaye

Ldhinak na dhin dhina
Do din ka hai jeena
O sanam tere bina
Mose raha na jaaye
Dhinak na dhin dhina
Do din ka hai jeena
O sanam tere bina
Mose raha na jaaye
Aankhon ke paimaane
Pee le o mastaane
Jo piye wohi jaane
Aji kaise jiye jaaye
Aankhon ke paimaane
Pee le o mastaane
Jo piye wohi jaane
Aji kaise jiye jaaye

Aaye re aaye
Pyaar ke din aaye
Dhad dhad dil dhadake
Nazar sharamaaye
Aaye re aaye
Pyaar ke din aaye
Dhad dhad dil dhadake
Nazar sharamaaye
Kabhi tadapaaye
Kabhi tarasaaye
Ai dil ki lagi tujh ko
Kaun samajhaaye
Kabhi tadapaaye
Kabhi tarasaaye
Ai dil ki lagi tujh ko
Kaun samajhaaye

Aaye re aaye
Pyaar ke din aaye
Dhad dhad dil dhadake
Nazar sharamaaye
Aaye re aaye
Pyaar ke din aaye
Dhad dhad dil dhadake
Nazar sharamaaye

Aaye re aaye
Aaye re aaye
Aaye re aaye
Aaye re aaye..

Song Details
Movie
Aawaz
Artist
Salil Chowdhury
Music Directory
Salil Chowdhury
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar
Lyricist
Prem Dhawan

Other Lyrics from Aawaz

Aayi Baarat
Dhitang Dhitang Bole
Dil Deewaana Dil Masataana
Duniya Ke Kaise Kaise Gham
Jhume Gagan Jhume Pawan
Majabur E Muhabbat Ne
Ulfat Ke Hain Kaam Niraale

Other popular Lyrics by Salil Chowdhury

Aaj koi Nahi Apna (Agni Pareeksha)
Balkhati Sharmati Aaja (Usne Kaha Tha)
Chori Chori Jane Hum (Chhaya)
Jhanan Jhanan Bichhua Baje (Chand Aur Suraj)
O RE MAN GUN GUN (Agni Pareeksha)
Chham Chham (Chhaya)
Main Ek Badal Aawara (Chhaya)
Ulfat Ke Hain Kaam Niraale (Aawaz)
Aansoo Samajh Ke (Chhaya)
Ajab Tori Duniya (Do Bigha Zameen)