Labo se chum lo, aankho se tham lo mujhko

Tumhi se janmu toh shayad mujhe panah mile

Do saundhe saundhe se jism jis waqt, ek muthhi me so rahe the
Bata toh us waqt main kaha tha, bata toh us waqt tu kaha thi
Main aarju ki tapish me pigal rahi thi kahi

Tumhare jism se hokar nikal rahi thi kahi
Bade hasin the
Bade hasin the jo rah me gunah mile
Tumhi se janmu toh shayad mujhe panah mile
Tumhi se janmu toh shayad mujhe panah mile
Labo se chum lo, aankho se tham lo mujhko
Tumhari lau ko pakadke jalne ki aarju me
Jab apne hi aap se lipat ke sulag raha tha
Bata toh us waqt main kaha tha, bata toh us waqt tu kaha thi
Tumhari aankho ke hoo
Tumhari aankho ke sahil se dur dur kahi
Tumhari aankho ke sahil se dur dur kahi
Main dhundati thi mile khushbuo ka nur kahi
Wahin ruki hu
Wahin ruki hu jahan se tumhari rah mile
Tumhi se janmu toh shayad mujhe panah mile
Tumhi se janmu toh shayad mujhe panah mile
Labo se chum lo, aankho se tham lo mujhko..
He Kali Kali Raat |
Jai Jai Nath |
Labo Se Chum Lo |
Tan Pe Lagti Kaanch Ki Bunde |
Tum Tanana Tere Na |