Chalte Rahein from Aasma The Sky Is The Limit Movie (Various Artists)

Har saans mein… armaan liye… dil jeet le…
Chalte rahenge ye raste, guzrenge mod naye
Rukna naa kabhi tu e yaara, badhte jaana is pehchaan se
Har saans mein… armaan liye… dil jeet le…

Apni zameen aasmaan hai, apna wo saara jahaan
Dhoondhe jo manzil mera dil, jaane wo raahein kahaan
Raahein kahaan, raahein kahaan….
Ho apni zameen aasmaan hai, apna wo saara jahaan
Dhoondhe jo manzil mera dil, hai uski raahein yahaan
Hai wo raahein yahaan
Tu paar karte hi jaana, raahon ki har mushkilein
Ye pal ye lamhe aur yaadein, rakhnaa lagaakar gale
Har saans mein… armaan liye… dil jeet le…

Sachcha nahi jo bhi dikhta hai
Duniyaa hai hi aisi, sab kuch biktaa hai
Hai ye ajab sa dhuaan, hai ye ajab sa dhuaan
Sapna kahaan kho gayaa, sapna kahaan kho gayaa
Hai bewajaah si manzilein, aur kitne hai ye faasle
Rukna nahi jhukna nahi, chalna hai bas chalna tujhe
Sar ko uthaake to dekho, hai saamne aasmaa..
Likhde naye hoslo se, ispe nayi daastan
Chal sang chale.. yeh jahaan jeet le.. is jeet ki…
Kahaani likhe…. chalte rahein…. chalte rahein..

Song Details
Movie
Aasma The Sky Is The Limit
Artist
Various Artists
Music Directory
Afsar (Afsar - Sajid), Sajid (Afsar - Sajid)
Music Label
Times Music
Singers
Shreya Ghoshal, Sonu Nigam
Lyricist
Shahab Allahabadi

Other Lyrics from Aasma The Sky Is The Limit

Aasma
Chalte Rahein
Man Bawra.
Yeh Pal

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)