Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka
Sadiyon se jag mein aata raha main
Naye rang jeewan me laata raha main
Har ek des me nit naye bhesh me
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka
Kabhi maine hanske deepak jalaaye
Kabhi banke baadal aansoo bahaaye
Mere rastaa pyaar ka raasta
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka
Chala gar safar ko koi besahaara
To main ho liya sang liye ektaara
Gaata hua kuchh bhulaata hua
Main aashiq hoon bahaaron ka
Nazaaron ka fizaaon ka ishaaron kaa
Main mastaana musaafir hoon
Jawaan dharti ke anjaane kinaaron kaa
Main aashiq hoon bahaaron ka..
Jhanan Jhan Jhna Ke |
Mahataab Teraa Cheharaa |
Main Aashiq Hu Baharo Ka |
Nashili Raat Hai |
O Shamaa Mujhe |
Tum Aaj Mere Sang |
Tum Jo Hamare Meet |
Ye To Kaho Kaun Ho Tum |