Kabhi Ithla Ke Chalte Ho from Aap Ki Parchhaiyan Movie (Madan Mohan Kohli)

Kabhi ithla ke chalte ho
Kabhi bal kha ke chalte ho
Bhala ji kaise jiyenge duniya wale
Ho duniya wale
Ho duniya wale
Ho duniya wale
Ho duniya wale

Jo karna hai woh kar lo ji
Chalenge hum to aise hi
Hamara kya hai
Marenge duniya waale
Ho duniya wale
Ho duniya wale
Ho duniya wale
Ho duniya wale
Kabhi ithla ke chalte ho
Kabhi bal kha ke chalte ho

Teri shokh adaayen kya kehne
Ho aaja pehna doon pyar ke gehne
Teri shokh adaayen kya kehne
Aaja pehna doon pyar ke gehne
Tere pyar ke gehne maine pehne
To jaane mujhe kya kya kahenge duniya waale
Kabhi ithla ke chalte ho
Kabhi bal kha ke chalte ho
Bhala ji kaise jiyenge duniya wale
Kabhi ithla ke chalte ho
Kabhi bal kha ke chalte ho

Leja aankhen gulaabi gulaabi
Aise ghoor na jaise ke sharaabi
Leja aankhen gulaabi gulaabi
Aise ghoor na jaise ke sharaabi

Aiji aankhon ke jab maikhaane khule hain
Phir to aa ke piyenge duniya wale
Jo karna hai woh kar lo ji
Chalenge hum to aise hi
Hamara kya hai
Marenge duniya wale
Kabhi ithla ke chalte ho
Kabhi bal kha ke chalte ho

Apne qaidi ko de na rihaayi
O mujhe jeene na degi judaayi
Apne qaidi ko de na rihaayi
O mujhe jeene na degi judaayi

Toone aisa kaha to muskura muskura ke
Tujhe chheda karenge duniya waale
Kabhi ithla ke chalte ho
Kabhi bal kha ke chalte ho

Bhala ji kaise jiyenge duniya waale
Jo karna hai woh kar lo ji
Chalenge hum to aise hi

Hamara kya hai marenge duniya wale
Ho duniya wale ho duniya wale
Ho duniya wale duniya wale
Kabhi ithla ke chalte ho
Kabhi bal kha ke chalte ho
Bhala ji kaise jiyenge duniya wale..

Song Details
Movie
Aap Ki Parchhaiyan
Artist
Madan Mohan Kohli
Music Directory
Madan Mohan Kohli
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist
Raja Mehdi Ali Khan

Other Lyrics from Aap Ki Parchhaiyan

Agar Mujh Se Muhabbat Hai
Kabhi Ithla Ke Chalte Ho
Main Nigahe Tere Chehre Se
Yahi Hai Tamanna

Other popular Lyrics by Madan Mohan Kohli

Chal Chal Chal Mere Dil (AKeli mat jaiyo)
Thoda Sa Aitbaar Kijiye (Chowkidar)
Dulhan Marwad Ki Aaaee Chham Chham (Anpadh)
Hai Is Hi Men Pyaar Ki Aabaroo (Anpadh)
Ishq Ki Garmi E Jazbaat (Gazal)
Raggi Pappi Lalli (Jailor)
Raste Mein Do Anjane (AKeli mat jaiyo)
Yeh To Kaho Kaun Ho Tum (AKeli mat jaiyo)
Akeli Mat Jaiyo (AKeli mat jaiyo)
Are O Dekhne Wale (Anjaam)