Ik bagal mein chand hoga
Ik bagal mein rotiyan
Ik bagal mein neend hogi
Ik bagal mein loriyan
Hum chand pe…
Hum chand pe
Roti ki chadar daal ke
So jayenge
Aur neend se……
Aur neend se keh denge
Lori kal sunaane aayenge
Aur neend se
Aur neend se keh denge
Lori kal sunaane aayenge
Ik bagal mein chand hoga
Ik bagal mein rotiyan
Ik bagal mein neend hogi
Ik bagal mein loriyan
Hum chand pe…
Hum chand pe
Roti ki chadar daal ke
So jayenge
Aur neend se……
Aur neend se keh denge
Lori kal sunaane aayenge
Aur neend se
Aur neend se keh denge
Lori kal sunaane aayenge
Ek bagal mein khankhanati
Seepiyan ho jayengi
Ek bagal mein kuch rulati
Siskiyan ho jayengi
Hum seepiyon mein…..
Hum seepiyon mein bhar ke sare
Taare chhoo ke aayenge
Aur siskiyon ko……
Aur siskiyon ko
Gudgudee kar kar ke yun behlayenge
Aur siskiyon ko
Gudgudee kar kar ke yun behlayenge
Hum andheri, sikiyon pe
Koi rone… aayega
Kohi rone aayega…
Hum nagar jo aayega wo
Phir kabhi na.. jaayega
Wo phor kabhi na jaayega..
Yaad rakh par koi anhoni
Nahi tu laayegi
Laayegi toh phir kahaani
Aur kuch ho jayegi
Yaad rakh par koi anhoni
Nahi tu laayegi
Laayegi toh phir kahaani
Aur kuch ho jayegi
Honi aur anhoni ki
parvaah kisse hai meri jaan
Had se zyada yehi hoga
Ki yahin mar jayenge
Hum maut ko…..
Hum maut ko sapna bata kar
Mut khadi honge yahin…
Aur honi ko…..
Aur honi ko thenga dikha kar
Khilkhila kar jayenge
Aey Jawanon |
Bhoos |
Hunter |
Ik Bagal |
Jiya Ho Bihar Ke Lala |
Keh Ke Lunga |
Loonga Loonga |
Manmauji |
O Womaniya |
Soona Kar Ke Gharwa |