Khati Hoon Kasam from Aan Baan Movie (Various Artists)

Tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
Khaati ho kasam, khaati hu kasam
Tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
Khaati ho kasam, khaati hu kasam
Main teri hu, tere siwa kisi ki nahi
Khaati hu kasam, khaati hu kasam

Iltaja pyaar ki itani hai agar maano toh
Iltaja pyaar ki itani hai agar maano toh
Waasta mera tumhe dil se lagaalo mujhako
Madbhara aaj ka mausam bhi yahi kehata hai
Abb toh inn reshami julfon mein chhupaa lo mujhako
Tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
Khaati ho kasam, khaati hu kasam
Main teri hu, tere siwa kisi ki nahi
Khaati hu kasam, khaati hu kasam

Abb juda koyi tumhe mujhase na kar paayega
Abb juda koyi tumhe mujhase na kar paayega
Aisa baandha hai tumhe pyaar ki inn baahon se
Pyaar ki raah mein mit jaayunga chaahat ki kasam
Puchh lena yeh kisi roj inhi raahon se
Tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
Khaati ho kasam, khaati hu kasam
Main teri hu, tere siwa kisi ki nahi
Khaati hu kasam, khaati hu kasam

Mere waade hai yeh paani ki lakiren ton nahi
Mere waade hai yeh paani ki lakiren ton nahi
Gair mumkin hai mere dil ka fasaana badale
Shaam ke dubate suraj ki gawaahi le lo
Main na badalungi chaahe jamaana badale
Tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
Khaati ho kasam, khaati hu kasam
Main teri hu, tere siwa kisi ki nahi
Khaati hu kasam, khaati hu kasam
Tum meri ho, mere siwa kisi ki nahi
Khaati ho kasam, khaati hu kasam..

Song Details
Movie
Aan Baan
Artist
Various Artists
Music Directory
Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Music Label
Saregama
Singers
Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist
Hasrat Jaipuri

Other Lyrics from Aan Baan

Badnaam Ho Gaya Dil
Jab Tum Ho Mere Humsafar
Khati Hoon Kasam
Lo Hum Aaye Dulha
Naam Nahin Koi
Upar Dekho Ya Neeche

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)