Mere Bechain Dil Ko Chain from Aamne Saamne Movie (Various Artists)

O mere bechain dil ko chain tune diya
Mere bechain dil ko chain tune diya
Shukriya shukriya, o shukriya shukriya
O tera ehsaan hai jo pyar tune kiya
Tera ehsaan hai jo pyar tune kiya
Shukriya shukriya, o shukriya shukriya

Kabhi khwbon mein maine aa aake,
Teri nind churaayi raaton mein
Kabhi uljhaaya kabhi suljhaaya,
Teri julfon ko mulakaton mein
Teri julfon ko mulakaton mein
Ho meri gustakhiyon ko tune maaf liya
Meri gustakhiyon ko tune maaf liya
Shukriya shukriya, o shukriya shukriya

Har waqt samayi rehati thi,
Maayusi meri nigahon mein
Main bhatak jaata, main behek jaata
Gir jata main inn rahon mein
Gir jata main inn rahon mein
O mere saathi mujhe tune tham liya
Mere saathi mujhe tune tham liya
Shukriya shukriya, o shukriya shukriya

Maujon ne teri hi baatein ki,
Taaron ne tera hi naam liya
Jab gulshan se huwa tera gujar,
Phulon ne bhi daman tham liya
Phulon ne bhi daman tham liya
O tune janejahan dil mujhako diya
O tune janejahan dil mujhako diya
Shukriya shukriya, o shukriya shukriya
O mere bechain dil ko chain tune diya
Mere bechain dil ko chain tune diya
Shukriya shukriya, o shukriya shukriya..

Song Details
Movie
Aamne Saamne
Artist
Various Artists
Music Directory
Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Music Label
Saregama
Singers
Mohammed Rafi
Lyricist
Anand Bakshi

Other Lyrics from Aamne Saamne

Aaj Kal Humse Ruthe Hue Hai
Ankhiyan Na Churao Balma
Kabhi Raat Din Hum Door The
Mere Bechain Dil Ko Chain
Nain Milakar Chain Churana

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)