Mujhe Gale Se Laga Lo from Aaj Aur Kal Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Mujhe gale se laga lo, bahut udas hu mai
Game jaha se chhuda lo, bahut udas hu mai
Mujhe gale se laga lo
Nazar me tir se chubhte hai ab nazaro se
Mai thak gayi hu sabhi tute saharo se
Ab aur bojh na dalo, bahut udas hu mai
Game jaha se chuda lo, bahut udaas hu mai
Mujhe gale se laga lo

Bahut sahi gam e duniya magar udas na ho
Bahut sahi gam e duniya magar udas na ho
Karib hai shab e gam ki sahar udas na ho
Bahut sahi gam e duniya

Sitam ke hath ki talvar tut jayegi
Ye unch nich ki divar tut jayegi
Tujhe kasam hai meri hamsafar udas na ho
Tujhe kasam hai meri hamsafar udas na ho
Bahut sahi gam e duniya

Na jane kab ye tarika ye taur badlega
Sitam ka gam ka musibat ka daur badlega
Mujhe jaha se utha lo, bahut udas hu mai
Game jaha se chhuda lo, bahut udas hu mai

Bahut sahi gam e duniya magar udas na ho
Karib hai shab e gam ki sahar udas na ho
Bahut sahi gam e duniya..

Song Details
Movie
Aaj Aur Kal
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Asha Bhosle
Lyricist
Sahir Ludhianvi

Other Lyrics from Aaj Aur Kal

Itni Haseen Itni Jawaan Raat
Maut Kitni Bhi Sangdil Ho
Mujhe Chhedo Na Kanha
Mujhe Gale Se Laga Lo
Raja Saheb Ghar Nahin
Taqat Na Hoga Taj Na Hoga
Yeh Wadiyan Yeh Fizayen

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Badle Badle Mere Sarkar (Chaudhvin Ka Chand)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Yammaa (China Town)