Dekha Chand Ki Aur from Aag Movie (Ram Ganguly)

Kahin kaa deepak, kahin ki baati
Kahin kaa deepak, kahin ki baati
Aaj bane hain jeevan saathi
Dekh hansaa hai chaand, musaafir
Dekh chaand kii aur
Dekh chaand kii aur musaafir
Dekh chaand ki aur………………………….
Dekh chaand ki aur………………………….

Dekh ghataa ghanaghor
Dekh ghataa ghanaghor
Musaafir,
Dekh ghataa ghanaghor
Chaand ke mukh par ghoonghat daale,
Khel rahii jo khel
Khel rahii jo khel
Chhipaa liyaa aanchal men mukhadaa,
Dekh ghataa kaa khel
Dekh ghataa kaa khel
Khel khel men dekh musaafir,
Bandhi preet ki dor
Dekh chaand ki aur……………………….
Dekh chaand ki aur……………………….
Musaafir,dekh chaand ki aur.

Dekh lahar ki aur musaafir
Dekh lahar ki aur
Dekh lahar ki aur
Tadap uthi jo dekh chaand ko,
Chhipaa na paayi preet
Chhipaa na paayi preet
Milan huaa chandaa laharon ka,
Goonj uthaa sangeet
Goonj uthaa sangeet
Jhoom uthe hain dekh musaafir,
Chandaa aur chakor
Dekh chaand ki aur…..
Dekh chaand ki aur…..
Musaafir dekh chaand ki aur..

Song Details
Movie
Aag
Artist
Ram Ganguly
Music Directory
Ram Ganguly
Music Label
Shamaroo
Singers
Shailesh, Shamshad Begum
Lyricist
Behzad Lucknavi

Other Lyrics from Aag

Dekha Chand Ki Aur
Kahe Koyal Shor Machaye
Raat Ko Ji
Zinda Hoon Is Tarah

Other popular Lyrics by Ram Ganguly

Dekha Chand Ki Aur (Aag)
Raat Ko Ji (Aag)
Zinda Hoon Is Tarah (Aag)
Kahe Koyal Shor Machaye (Aag)