O Yara Dildara from Aadmi Aur Insaan Movie (Ravi Shankar Sharma (Ravi))

Dil karta o yaara dildara mera dil karta
O yaara dildara mera dil karta
Aisa kuchh kar paayen
Yaadon mein bas jaayen
Dil karta o yaara dildara mera dil karta
O yaara dildara mera dil karta
Ho sadiyon jahaan mein
Ho charcha hamaara
Dil karta o yaara dildara mera dil karta
O yaara dildara mera dil karta

Chalti mashaalen leke
Milane ki raaton mein
Milane ki raaton mein
Hoy hoy aage aage ham chalen
Yaaron ki baaraaton mein
Yaaron ki baaraaton mein
Hoy hoy hanse koi bholi bhaali
Apni bhi baaton mein
Apni bhi baaton mein
Hoy hoy kisi ki kalaayi aaye
Apne bhi haathon mein
Apne bhi haathon mein
Ho sadiyon jahaan mein
Ho charcha hamaara
Dil karta o yaara dildara mera dil karta
O yaara dildara mera dil karta
Aisa kuch kar paayen
Yaadon mein bas jaayen
Dil karta o yaara dildara mera dil karta
O yaara dildara mera dil karta

Ham sa jiyaala koi mile
Na hazaaron mein
Mile na hazaaron mein
Hoy hoy mare chaahe jiye rahe
Agli kataaron mein
Agli kataaron mein
Hoy hoy chalke hamaara lahu
Kal ki bahaaron mein
Kal ki bahaaron mein
Hoy hoy ashkon ka tohfa ho ke
Bant jaaye yaaron mein
Bant jaaye yaaron mein
Ho sadiyon jahaan mein
Ho charcha hamaara

Dil karta o yaara dildara mera dil karta
O yaara dildara mera dil karta
Aisa kuchh kar paayen
Yaadon mein bas jaayen
Dil karta o yaara dildara mera dil karta
O yaara dildara mera dil karta
O yaara dildara mera dil karta
O yaara dildara mera dil karta
O yaara dildara mera dil karta
O yaara dildara mera dil karta..

Song Details
Movie
Aadmi Aur Insaan
Artist
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Directory
Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Music Label
Saregama
Singers
Mahendra Kapoor, S.Balbir
Lyricist
Sahir Ludhianvi

Other Lyrics from Aadmi Aur Insaan

Bacha Le Ae Maula Ae Ram
Itni Jaldi Na Karo
Jagega Insan Zamana Dekhega
O Nile Parbaton Ki Dhaaraa
O Yara Dildara
Zindagi Ittafaaq Hai
Zindagi Ke Rang Kai

Other popular Lyrics by Ravi Shankar Sharma (Ravi)

O Nile Parbaton Ki Dhaaraa (Aadmi Aur Insaan)
Bacha Le Ae Maula Ae Ram (Aadmi Aur Insaan)
Tum Aaye To Hum Ko (Dahleez)
Itni Haseen Itni Jawaan Raat (Aaj Aur Kal)
Zindagi Ittafaaq Hai (Aadmi Aur Insaan)
Zindagi Ke Rang Kai (Aadmi Aur Insaan)
Mere Yaar Ki Shaadi Hai (Aadmi Sadak Ka)
Pehle Suoongi Phir (Babul Ki Galiyaan)
Bairi Chod De Mera Raasta (Babul Ki Galiyaan)
Dil Ki Kahani (Chaudhvin Ka Chand)