Zor Laga Ke Haisha from Yaariyan Movie (Arko Pravo Mukherjee)

Hum jawaan khoon ki garmi se
Garmi se ya besharmi se
Hum jawaan khoon ki garmi se
Garmi se ya besharmi se

Jo thaan liya kar jaayenge
Ab jeet ke hi ghar jaayenge
Jo thaan liya kar jaayenge
Ab jeet ke hi ghar jaayenge

Chal zor laga ke haisha
Chal kadam badha ke haisha
Chal zor lagaake haishaa
Chal kadam badha ke haishaa
Iraadon mein hai dum
Hawa ke hum-kadam

Aazaadiyon ki kya hadein
Na hausalon ki hai sarhadein
Hum parvaton ko cheer dein
Hum aandhiyon naa raah dein

Ho..ishq ya jung zamaane se
Donon mein jeet zaroori hai
Duniya ke apne laalach hain
Dil ki apni majboori hai
Yeh baat bata ke jaayenge
Hum khwaab saja ke jaayenge
Yeh baat bata ke jaayenge
Hum khwaab saja ke jaayenge…ae..

Chal zor laga ke haishaa
Chal kadam badha ke haisha
Chal zor lagaake haisha
Chal kadam badha ke haishaa
Iraadon mein hai dum
Hawa ke hum-kadam

Kya dooriyan, kya faasle
Be-khauf se yunhi chalte chale
Yeh jaanti hai manzilein
Toofan hai kahin pairon tale

De re na…de re na..de re na…

Hum khushiyon ke hain saudagar
Sabke aansoo pee jaate hain
Jab jag samjhe be-jaan hamein
Hum hanste hain, jee jaate hain
Yeh aadat bohat puraani hai
Hum hindi hundustani hain
Yeh aadat bohat puraani hai
Hum hindi hundustani hain

Chal zor laga ke haisha..
Jhanda fehra ke haishaa
Chal zor lagaake haisha
Sab saath mein ja ke haisha
Chal pyaar jataa ke haishaa
Jan gan man gaa ke haisha
Iraadon mein hai dum
Hawa ke hum-kadam..

Song Details
Movie
Yaariyan
Artist
Arko Pravo Mukherjee
Music Directory
Arko Pravo Mukherjee
Music Label
T-Series
Singers
Vishal Dadlani
Lyricist
Irshad Kamil

Other Lyrics from Yaariyan

ABCD
Allah Waariyan
Baarish
Love Me Thoda Aur
Meri Maa
Mujhe Ishq Se
Sunny Sunny
Zor Laga Ke Haisha

Other popular Lyrics by Arko Pravo Mukherjee

Zor Laga Ke Haisha (Yaariyan)
Allah Waariyan (Yaariyan)
Meherbani (The Shaukeens)
Aaj Phir (Hate Story 2)
Aao Na (Kuch Kuch Locha Hai)
Dildara (Tamanchey)
Dariya (Baar Baar Dekho)
Tere Bin Yaara (Rustom)
Saathi Rey (Kapoor & Sons)
Jaane Tere Shehar (Jazbaa)