Aa….
Kyun dooriyan hai darmiyaan
Badh jaane de…. nazdeekiyan
Har saans mein…. mehsoos kar
In saanson ki madhoshiyan
Mera nasha aise chadhe
Mera nasha zidd pe ade
Mera nasha aise naa jaaye
Jhoom jhoom jhoomta tu ja
Mera nasha tujhko hua
Mera nasha hai khwab sa
Mera nasha aise naa jaaye
Jhoom jhoom jhoomta tu ja
Jis aag mein ye badan jal raha hai mera aye hum-safar
Tu bhi usee mein jal jaayega
Parwaane kyun shamaa pe machalte hain
Mujhko aaj iss ka pata bhi chal jaayega
Main hi shehad main hi zehar
Mujhme teri shaam-o-sheher
Meri inn panaaho mein
Jhoom jhoom jhoomta ja
Mera nasha aise chadhe
Mera nasha zidd pe ade
Mera nasha aise naa jaaye
Jhoom jhoom jhoomta tu ja
Main bhi hoon tanha
Tu bhi akela
Mauqa bhi haseen
Milne ka hone de silsila
Silsila bin kuch kahe kuch, sune, kuch kiye
Kab main tujh pe mar gayi
Mujhko pata bhi naa ye chala
Lo mar gaye hum bekasoor
Woh jee gaye jinka kasoor
Aankhon se meri jaan le
Jhoom jhoom jhoomta ja
Mera nasha aise chadhe
Mera nasha zidd pe ade
Mera nasha aise naa jaaye
Jhoom jhoom jhoomta tu ja
Buddhi Do Bhagwaan |
Dil Ye Bekarar Kyun Hai |
Ho Gayi Tun |
Jhoom Jhoom Ta Hun Main |
Jis Jagah Pe Khatam |