Zindagi maut ka nishana hain
Sab ko ek din yahan se jaana hain
Koi aayi koi jaaye
Ye tamasha kyaa hain
Koi aayi koi jaaye
Ye tamasha kyaa hain
Kuch samaj mein nahi aata
Kuch samaj mein nahi aata
Ke ye duniya kyaa hain
Koi aayi koi jaaye
Ye tamasha kyaa hain
Koi aayi koi jaaye
Ye tamasha kyaa hain
Ye ajal hi se sab ne dekha hain
Uski khidamat ka ek karishma hain
Marnewala kabhi nahi aata
Jaane kudarat ka kyaa wo auma hai
Aanewale to chale jaatein hain wapas lekin
Aanewale to chale jaatein hain wapas lekin
Jaanewale nahi aate ye fasana kyaa hain
Jaanewale nahi aate ye fasana kyaa hain
Koi aayi koi jaaye
Ye tamasha kyaa hain
Baad marne ke tere aeh baab
Kaam aayege kyaa
Zindagi bhar ki mohabbat
Ik mutthi khaakh hai
Tere aehbaab tere dost
Tere gharwale
Tere aehbaab tere dost
Tere gharwale
Tujhko mitti mein mila denge
Samajta kyaa hain
Kuch samaj mein nahi aata
Kuch samaj mein nahi aata
Ke ye duniya kyaa hain
Koi aayi koi jaaye
Ye tamasha kyaa hain
Dafan karke ye tasaali bhi
Diye jaate hain aa aa..
Dafan karke ye tasaali bhi
Diye jaate hain
Rafta rafta sabhi aa jaayege
Darta kyaa hain
Rafta rafta sabhi aa jaayege
Darta kyaa hain
Kuch samaj mein nahi aata
Kuch samaj mein nahi aata
Ke ye duniya kyaa hain
Do ghadi royenge aehbaab
Tere aye kaamil
Do ghadi royenge aehbaab
Tere aye kaamil
Phir hamesha ko bhula denge
Samajta kyaa hain
Kuch samaj mein nahi aata
Kuch samaj mein nahi aata
Ke ye duniya duniya duniya
Kyaa hain
Khele Hai Munna Ke |
Koi Aaye Koi Jaaye |
Suraj Sehra Mein |
Uchhal Gayi Chamiya |
Uth Ja Thaam Le Tiranga |