Aa gaye hum ye kis mod pe
Zindagi ko kahin chhod ke
Tanha tanha hai saari rahein
Lamha lamha hain lapti aahein
Hum kahan aa gaye kyun aa gaye
Aa gaye ye kis mod pe
Zindagi ko kahin chhod ke
Tanha tanha hai saari rahein
Lamha lamha hain lapti aahein
Hum wahan aa gaye kyun Aa gaye
Aa gaye ye kis mod pe
Zindagi ko kahin chhod ke
Palkon mein khwaab jaltein hain
Saanso mein dard paltein hain
Ye kaisa intihaan hain khuda
Hain zustaju nararon ki
Khwaish mein chaand sitaaron ki
Hum juganu se bhi huye juda
Yaaron hum bhi to kaise deewane
Pyaas sahera mein dil ki bujhane
Hum aa gaye
Aa gaye ye kis mod pe
Zindagi ko kahin chhod ke
Aaina zeed par tuta hain
Hame rehgharon ne luta hain
Socha nahi tha jo woh hogaya
Hamko hawa ne roka thaa
Feraki sadaane toka thaa
Ho jaayega sukun ye ho gaya
Bas yuhi dil ki baato mein aake
Ghaao pe apna sab kuch lugaake
Hum aa gaye
Aa gaye ye kis mod pe
Zindagi ko kahin chhod ke
Tanha tanha hai saari rahein
Lamha lamha hain lapti aahein
Hum kahan aa gaye kyun aa gaye
Aa gaye ye kis mod pe
Zindagi ko kahin chhod ke
Aa Gaye Hum |
Jannat Ke Pallu |