Buddhu Sa Mann from Kapoor & Sons Movie (Amaal Mallik)

Dabi dabi si hansi
Honthon pe phansi hai
Gudgudi kar rahi hawa
Oo.. Halla macha rahi hai
Pagal si khwaishein
Khushiyon ki mili hai wajah

Kuch hai junoon sa
Kuch paagalpan hai
Sau baatein karta
Ye buddhu sa mann hai

Kuch hai junoon sa
Kuch paagalpan hai
Sau baatein karta
Ye buddhu sa mann hai

Karne de khwaabon ko badmashiyaan
Chalne de nazron ki manmaniyan
Dhoondhe chalo kuch thikane naye
Hone de pagli-pagli si nadaaniyaan

Hosh mein rehna hai kyun
Rehne se hoga kya
Behoshiyon mein hai maza
Oo..bachkaani harkatein
Jo hoti hain hone de
Khushiyon ki mili hai wajah

Kuch hai junoon sa
Kuch paagalpan hai
Sau baatein karta
Ye buddhu sa mann hai

Kuch hai junoon sa
Kuch paagalpan hai
Sau baatein karta
Ye buddhu sa mann hai

Mausam ne bhi ki hai kuch koshishein
Hone lagi dekho ye baarishien
Sar pe chadha hai yeh kaisa asar
Daude raftaar mein
Dil ki sab dhadkanein

Dhun koi chal rahi hai,
Kaano mein dheeme se
Roshan hai zyada yeh subah
Oo..halchal jo ho rahi hai
Seene mein hone de
Khushiyon ki mili hai wajah..

Kuch hai junoon sa
Kuch paagalpan hai
Sau baatein karta
Ye buddhu sa mann hai
Kuch hai junoon sa
Kuch paagalpan hai
Sau baatein karta
Ye buddhu sa mann hai...

Song Details
Movie
Kapoor & Sons
Artist
Amaal Mallik
Music Directory
Amaal Mallik
Music Label
Sony Music India
Singers
Amaal Mallik, Armaan Malik
Lyricist
Abhiruchi Chand

Other Lyrics from Kapoor & Sons

Bolna
Buddhu Sa Mann
Kar Gayi Chull
Let’s Nacho
Saathi Rey

Other popular Lyrics by Amaal Mallik

Saiyaan Superstar (Ek Paheli Leela)
Hua Hai Aaj Pehli Baar (Sanam Re)
Kya Tujhe Ab Ye Dil Bataye (Sanam Re)
Rom Rom Romantic (Mastizaade)
Gazab Ka Hai Yeh Din (Sanam Re)
Tu Bhoola Jise (Airlift)
Mera Nachan Nu (Airlift)
Kuch To Hai (Do Lafzon Ki Kahani)
Tumhe Apna Banane Ka (Hate Story 3)
Khwaishein (Calendar Girls)