Tirkit taal se lo chali kahani
Panghat kaal se lo chali kahani
Ho sarpat daudti hai fakt jubaani
Chhut-put aashiqui
Mein dhali kahani
Angin saal se hai wohi purani
Tere mere ishq ki ye nayi kahani
Aati kahaan se hai ye
Jaati kahaan kya pata
Wo aa
Ye chenab ka dariya hai
Ye ishq se bharya
Wo leharon pe balkhati
Mahiwal se milne jaati
Wo naam ki sohni bhi thi
Mahiwal ki honi bhi thi
Lekin bhay kans ka
Tha usko toh phir
Vasudeva ne kanha ko lekar
Jamuna se paar langaaya
Keriya se toh firon ki
Behna ne phir munh sa uthaya
Chali kahani chali kahani
Chali kahani chali kahani
Chali kahani chali kahani
Chali kahani
Chali kahani chali kahani
Chali kahani chali kahani
Chali kahani chali kahani
Chali kahani
Tirkit taal se lo chali kahani
Panghat kaal se lo chali kahani
Sarpat daudti hai fakt jubaani
Chhut-put aashiqui
Mein dhali kahani
Angin saal se hai wohi purani
Tere mere ishq ki ye nayi kahani
Aati kahaan se hai ye
Jaati kahaan kya pata
Birha ka dukh kaahe ho baanke
Dikhe mohe tu hi jo
Jiya mein jhaankiye
Pal pal ginti hoon aathon hi pahar
Kitne baras huey mohe haan kiye
Naina nihaaro more bhor se jhare
Preet mori piya baaton se na aankiye
Main hi mar jaaun
Ya mare dooriyan
Dooriyon ki chadaron
Pe yaadein taankiye
Wo utha virodhi parcham
Mughal-e-azam ko tha ye hamm
Shehzada mohabbat karke
Izzat ka karega kachra
Roja ki thi helen
Tha ik mee rakhsha mein raavan
Antat bhishan yudhum krandan
Mera to ranjhan mahi ranjhan ranjhan....
Agar Tum Saath Ho |
Chali Kahani |
Heer Toh Badi Sad Hai |
Matargashti |
Safarnama |
Tu Koi Aur Hai |
Wat Wat Wat |