O Rahi from Manjhi: The Mountain Man Movie (Various Artists)

Daras deewana..bawla..
Ul-mast fakeera ek akela hi raha
Ash-mast dheera..

O rahi, o rahi o rahi
Tu roshni ka sipaahi sipaahi
O rahi, o rahi o rahi
Tu roshni ka sipaahi sipaahi, o rahi

Tu jo chalega toh raah banegi
Khwabon se tere ye dunia sajegi sajegi

O rahi, o rahi o rahi
Tu roshni ka sipaahi o rahi
O rahi, o rahi o rahi

Chal rehe rahi
Chal chal rehe raahi
Chal chal chal…
Chal rehe rahi
Chal chal rehe raahi
Chal chal rehe raahi
Chal chal rahi raahi
Chal rehe rahi
Chal chal rahi raahi
Chal rahi rahi…

Chal uth budbak jaag zara
Chal apna rasta bana
Muskura ke tu zindagi ka jashn manaa

Badlega khudko toh hi
Badlega ye jahaan
Ab tujh se suru hogi aage ki daastaan

Chingaari hogi toh aag jagegi
Chingaari hogi toh aag jagegi

Chal rahi rahi…

O rahi, o rahi rahi
Tu roshni ka sipaahi sipaahi
Tu roshni ka sipaahi

O..manzil toh hain bas mansube ki hadd
Khwahishein beshumaar armaan behadd
Manzil toh hain bas mansube ki hadd

Kaun jaane kya hoga kab
Bas tu hi, bas tu hi
Jaane kya karega ab
Karni se teri kahani chalegi
Karni se teri kahani chalegi..

O rahi, o rahi o rahi
Tu roshni ka sipaahi sipaahi, o rahi
O rahi, o rahi o rahi

O rahi…

Tu jo chalega toh raah banegi
Khwabon se tere ye duniya sajegi

O rahi…rahi…
O rahi...

Song Details
Movie
Manjhi: The Mountain Man
Artist
Various Artists
Music Directory
Hitesh Sonik, Sandesh Shandilya
Music Label
Zee Music Company
Singers
Bhavin Shastri
Lyricist
Ketan Mehta

Other Lyrics from Manjhi: The Mountain Man

Dum Kham
Gehlore Ki Goriya
O Rahi

Other popular Lyrics by Various Artists

Dhak Dhak (Nautanki Saala)
Tu Hai Rab Mera (Zila Ghaziabad )
Mashallah (Ek Tha Tiger)
Arzoo (Blood Money)
Bin Tere (Chakradhar)
Maula (Jism 2)
Kya Raaz Hai (Raaz 3 )
Om Namo Namah Krishan (Main Krishna Hoon)
Jungle Hai Aadhi Raat (Biwi No. 1)
Billori (Chakradhar)