Chaha to bhout tha ki aapni palko se tumhare dil par aapna naam lik du par aaisa kaha kar paya main jab bhi aapni chanchal palko se tumhara naam likna chaha aashuo ki nami se sab dhundla sa gaya tumne bataya nahi maine jana nahi fir bhi jane kyun aaisa lagta hai ki tumhare dil par sayad mera naam lika hai.
Nazar ne nazar se mulaqat kar li, rah dono khamosh par baat karli… Mohabbat ki fiza ko jab khush paya, in aankhon ne roh roh ke barsaat kar li… .......