Mohabbat meri unko

Mohabbat meri unko
Mohabbat meri unko bekrar karegi,Har dhadkan unka hi intezar karegi,Humne to unse aisa pyar kiya hai ki,Bewafai v 100 janam tak intezar karegi.
  

Jan, 25 2012     143 chars (1 sms)     1154 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Dard abhi chupa hi tha k tum yad A gaye.Dil abhi dhadka hi tha k tum yad A gaye.shayed nahi thi maut hamare nasib me.bas dum nikla hi tha k tum yad A gaye.
Kitne Badal Gaye Hai Woh Halat Ki Tarah..Khamosh Baithe Hai Guzre Lamhat Ki Tarah..Hum Kya Un K Husn Ka Sadka Utar De..Hume Pyar Bhi Mila To Khairat Ki Tarah..
Mohabat mein maine kya kuch nahi luta diya.pasand unko thi roshni aur maine apne aap ko hi jala diya.
Humne bhi ki thi koshishe ,hum na tumhe bhula sake, Koi kami humi me thi,yaad tume naa aa sake…
Meri jindgi ka sahara nahi hai, Is jaha main koi hamara nahi hai, Chhuaa unka daaman to wo haskar bole, Dost ye daaman tumhara nahi hai
Dil Ne To Uunki Har Baat Ko, Apne Seene Se Lagaa Liya.. Par Uunhone Jara Si Baat Par, Mujhe Nazaron Se Gira Diya..
Mohabbat meri unko bekrar karegi,Har dhadkan unka hi intezar karegi,Humne to unse aisa pyar kiya hai ki,Bewafai v 100 janam tak intezar karegi.
CHEEZ BEWAFAI SE BADKAR KYA HOGI, GUME HALAT JUDAI SE BADKAR KYA HOGI, JISE DENI HO SAZA UMARBHAR KE LIYE, SAZA TANHAI SE BADKAR KYA HOGI.
Ishq dariya hai jiska sahil nahi hota, Har dil mohabbat ke kabil nahi hota, Rota woh bhi hai joh duba ishq-e-sagar me, Aur rota woh bhi hai jise ishq hasil nahi hota…
Us sikandar ka sikwa koi kya kare,chahat nahi hume apni to uski chahat kya kare,dosh nahi lehro ka dosh nahi tufan ka, kastiya ho bewafa to manjil hi kya kare..
Na jine ki khushi na marne ka gam, gam hai to unse na milne ka gam, jeete hai is aas pe kbhi woh hamare kehlayenge marte nahi isliye ki woh akele reh jayenge.
Dil jalaane ke mausam mein, Khub jale hain hum, Jo hota koi sahara, To hum kisike sahaare kaise hote.