Mehfil saji thi

Mehfil saji thi
Mehfil saji thi msgs ka tha daur,SMS maine kiye the sab ne kia shor,paisa to mera gaya par sab kamine keh rahe the1 aur 1 aur.
  

Jan, 23 2012     126 chars (1 sms)     5008 views       Shayari > Funny Shayari

more Funny Shayari SMS Messages

Asmaan pe jitne sitare ha iAnkho mai jitne ishare hai(wah wah)Samandar ke jitne kinare hai Utne hi screw dhele tumhare hai(ab bolo wah wah)
SMS dosto ko itne kiye ki hum jeet gaye sMs ki race. Mobile bhi unka pareshaan hoke kehne laga : NO SPACE NO SPACE..!
Mein Tumhare Liye Sab Kuch Karta.. Magar Mujhe Kaam Tha...... Mein Tumhare Liye Doob Ke Marta... Magar Mujhe Zukham Tha
Wo to Shahjahan Ka Pagalpan Tha, Warna Mumtaz Mei Baat Hi Kya Thi... Mohabbat Ki Kashish Ne TAJ MAHAL Bana Dala, Warna Ladkiyon Ki Auqat Hi Kya Thi..
Sar jukta hai sharam me, sar jukta hai khane me, sar jukta hai likhne me, aur sar hamesa jukta he mere SMS padhne me. Padho sar jhukake.....
Tujhko dekhenge to sitare bhi Zia maangen ge, Pyaase teri zulfon se ghataa maange ge, Apne maathe se yun aanchal ko na sarkaa dena, Varna buddhe bhi jawaani ki dua maange ge.
Baharo phool barsaomera"DOST"aya hai.Hoto pe muskan,gali me mehak laya he.Barso tak thi jise pani se "ELERGY"vo aj"LUX" se nahaya hai.
Dil todne walo ko saja Q nai milti har kisiko pyar krne ki dua Q nai milti, log kehte he ki ishq 1 bimari hai,to fir MEDICAL per iski dawa Q nai milti?
ye dua hay meri koi gala nahi hai, ay mery hum-nasheen meri zindgi, woh gulab jo abhi khila nahi main yeh sochta ho k khuda kary zindgi main tujhy woh sukh milay jo meri zindagi main mujhy kabi mila nahi
Jab hum roya karege.Teri yad ko dhoya karege. Jab hum peya karege.Teri yad me jeya karege. Agr hum mar gaye to yamraj ka mobile lek tumhe sms kiya karenge
Vo pyaar ke rishte kaise-kaise ho gaye, kabhi hum aapke dost the ab aise-waise ho gaye, agar ab bhi sms na kiya to hum samjhenge ki hum se pyaare paise ho gaye
Nifty Ruth Gayi index Tut Gaye, debit ban Gaye Sapne Bhi Tut Gaye, Baki Rahe Khazane Mein Do paise, mandi Aayi To Woh Bhi Lut GAYE.