sardar ji ne apni biwi ko apne dost ke sath dekhaor apnay dost ko goli maar disardar ki biwi boli:-agar aap ka yehi behaiviour raha to 1 dinaap saray dost kho betho gay-
Santa (on phone): Maa, khushkhabri hai! Maa: Bolo beta. Santa: Hum, 2 se 3 ho gaye. Maa: Badhai ho, ladka hua ya ladki. Santa: Na ladka, na ladki. Maine doosri shaadi karli
santa- Raat muje ek aadmi ne chaku dikhakar loot liya. Friend- Lekin tere paasto hamesha gun hoti hai. santa - wo meine chupa di thi, varna wo bhi chori ho jati…