Tumhari dosti, tumhari har wafa hi kafi hai, tamam umar yeh asra hi kafi hai. Jahan kahi bhi milo mil ke muskara dena, khushiyo ke liye yeh hasi hi kafi hai…
Dosti- kaho to ek lafz, mano to bandagi, socho to gehra sagar, dubo to zindagi, karo to asan, nibhao to mushkil, bikhare to sara zamana, simte to sirf TUM !
Tu door sahi par tera aahsas he, teri aawaz na sahi par tera aagaz he, tu har pal mere saath he, tuze bhulana shayad mumkin nahi, kyunki tu har waqt dil ke pass hai! Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha Idhar Mera Ghar, Udhar Uska Aaashiyana Tha Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed Usi Waqt Is Tofaan Ko Bhi Yahaan Aana Tha