Gile kagaz hi

Gile kagaz hi
Gile kagaz hi tarah hai zindagi apni, koi jalata bhi nahi aur bahat bhi nahi, is kadar akele hai raahon mein dil ki, koi satata bhi nahi aur manata bhi nahi
  

Oct, 15 2012     156 chars (1 sms)     1061 views       Shayari > Sad Shayari

more Sad Shayari SMS Messages

Uski mohabbat ka abhi nishan baki Hai, Naam lab par Hai jaan baki Hai kya Hua jo dekh kar Muh pher lete Hain Tasalli to hai k shakl ki pehchaan baki Hai...
Ye duniyawale bhi bade ajeeb hai,Kabhi hamse door to kabhi kareeb hai,Dard na bataye to hame kayar kehte hai,Aur dard bata de to hame Shayar kahte hai
Ye duniyavale bhi bade Ajib he,kabhi hamse dur to kabhi karib he,dard na batae To hame kayar kehte he,aur agar dard bata de to shayar kehte he
Jab bhi main khud ko samjhaooN, TU mera nahi hai,Dil mein koi cheekh uthta hai, nahi aisa nahi hai,Kab utarta hai koi dil mein utar jaane ke baad,Ki is gali ke doosri taraf koi aur raasta nahi hai.
Rulane se pahale ek bar hasaya to hota, kasur kya hai is dil ka bataya to hota, mili saza us khata ki jo na ki kabhi hamne, kaash ye dil kabhi kahi lagaya na hota.
Gamo K Bina Zindgi Adhuri heAe Musafir Tera Jina Jaruri he Mat Ho Apni Zindgi se Khafa Kyunki Teri Zindgi K Bina 1 or Zindgi Adhuri hai.
yadon mein kabhee aap bhi khoyae hongae, khulee ankon se kabhee aap bhi soyae hongae, mana hasna hai aadath gum chupanae ki, par haste-haste kabhee aap bhi royae hongae!!!
Sata sata ke hamen ashqbar karti hai Tumhari yaad bahut beqaraar karti hai Gila nahi ke nasibo ne kar diya hai juda Teri judaai bhi hamse pyar karti hai
Sharab gamon ko dubati agar to jahan ek maikhana hota Ek tumhi to dukhi nahi ho har dil sharab ka pyasa hota
Har kadam pe uski hi yad aati hai,Ab to roye bina hi aankh bhar aati hai,Uske bina kya halat ho gai,abto har ek pal me maut nazar aati hai.
Zindagi mohtaaj nahi manzilon ki, waqt har manzil dikha deta hai, marta nahi koi kisi se juda hokar, Waqt sabko jeena sikha deta hai
DOSTO DUSHMANO KI BAAT NAHI, HAR TARAF KHUDGARJ KE GHERE ME AB PADHE BHI TO KOI KAISE PADHE EK CHERE PAR LAKH CHEHRE HAI