rasmo rivajo ki

rasmo rivajo ki
rasmo rivajo ki jo parwah karte hai mohabbat me wo gunaah karte hai ishq to wo junun hai jalim jis me deewane khushi se khud ko fanah karte hai
  

Jan, 31 2012     143 chars (1 sms)     1114 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

MIT JAYE DHURI AGAR TUM CHAHO NA KOI HO MAJBURI AGAR TUM CHAHO WESE TO HAIN HAME CHAHNE WALE BOHT MAGAR MERI YE HASRAT HAI MUJHE SIRF TUM CHAHO..
YAAD ME TERI JAHAN KO BHOOL JAATA HU MAIN, BHOOL JAANE WALE KYA KABHI TUJHE BHI YAAD AATA HU MEIN.
Manjil ki talash mein nikle hain hum sabhi,sabki manjil ek ho yeh mumkin nahi,aise hi kisi mod par bichad jayen jo kabhi.yeh mat samjhana aapke sath hum nahi
Ishq ke Bag main ek hi to phool khila Woh bhi Sookh gaya is fasane main Kya karenge hum Yahan par Akele Abhi to Zamana hai Bahar Aane main.
Kajal bankar teri ankhon mei samane ki tamanna haiDawa banke tere dard mitane ki tamanna haiYun to hasil hai zamane ki her cheez mujhe Sirf ek baar tujhe dulhan ke roop mei pane ki tamanna hai.
Aye khuda ankho ko kuch aisi khudai de jidhar dekhu udhar vo dikhai de. kash aisa taalmel ho hawa me unko pukaru aur unhi ko sunai de...
Mathe pe Bindya aakhon me Kajal,Chehra tumhara Chand ho or badal tumhara aanchal Khubsurti Se aapke nhi Koi gila,Bas Shuru Kardo humse Pyar Ka SiLSiLa
Bas ek tamanna hai ki unse mulakat ho,bat unse aage badhe aur unka sath ho,kab tak hum yunhi ek dosre ko dekhte rahenge,kuch khamoshi tute aur izhar ka agaz ho.
Chahat Wo Nahi Jo "Jaan" Deti Hai,Chahat Wo Nahi Jo "Muskan" Deti Hai.Asli Chahat To Wo HaiJo Pani Me Gira"Aansu" Bhi Pehchan Leti Hai.,,
Roshani me agar noor na hota To tanha dil majboor na hota Kasam se hum apse milne roz aaya karte Agar apka ashiyana itna door na hota.
Bahar hoti to titliya jarur aati,Nami aakho me ho to siskiya jarur aati,Kahne ko log kahte hai ke khub yaad aate hai,Magar yaad karte to hichkiya jarur aati.
Kya kaho tujhe khwab kaho to toot jayega dil kaho to bikhar jaiga kyo na TERA NAAM Zindagi rakh du moot se pahly to tera sath totney na paiga