Jarurat hi nahi

Jarurat hi nahi
Jarurat hi nahi alphaaj ki, dosti cheej hai bas ehsaas ki , paas hone ki jarurat hi kya hai, hame door se khabar hai aapki har saas ki.
  

Jan, 31 2012     135 chars (1 sms)     1146 views       Shayari > Love Shayari

more Love Shayari SMS Messages

Uska bhool jane ka andaz alag tha Hmara yaad rkhne ka andaz alag tha Barso jiske dil mein jagah banate rahe Aaj pta chala vo insan humse alag tha..
Mohabat ka matlab intezar nahi hota,Har kisi ko dekhna pyar nahi hota,Yu to milta hai roz mohabat-e-paigam,Pyar hai zindgi jo har bar nahi milile.
Ab mujhe zindagi se pyar nahi hai, maut pe hai, zindagi pe aitbar nahi hai. rok le jo unki yadon ko dil me aane se, itni unchi mere dil ki deewar nahi hai..
Ishq Karna Asaan Nahin Hota Duriyan Barhne Se Pyar Kam Nahi Hota Waqt Bewaqt Ho Jati Hain Aankhein Nam Kion Ki Yaadon Ka Koyi Mosam Nahin Hota
Koi Gila Na Koi Shikwa Raha Aapse, Ye Aarzoo Hai Ek Silsila Bana Rahe Aapse, Bus Ek Umeed Hai Aapse, Khafa Na Hona Agar Hum Khafa Rahe Aapse!!!
Khuda ne Mujhse kaha ISHQ na kar tu Diwana ho jayega.Maine kaha Ae Khuda tu mesg. Padne wale se mil tu bhi uska diwana ho jayega
Is raaz-e-mohabbat ko aam nahi kerna..Chahat k jaazbon ko badnaam nahi kerna..Tum jaan ho mere bas itna samjh lo.. mary in lafzoon ko nelaam nahi kerna.......
Ek tum hi ho jo hansati ho rulati ho, Dur jane ki baat kar fir pass bulati ho, Kitna nadan ho jata hun tumse milkar Meri aankhon mei jhank phool tum khilati ho
Kismat k bharose pyar kiya nahi karte., darr darr k hum kabhi jiya nahi karte., Dil tutne ka dar unko hoga., jo bichadne k darse pyar kiya nahi karte
Jo Pas Na Ho wo Dil k karib Hote He Jiske Pas APNE Na Ho wo sabse Garib Hote He Jo Rakhte He APNAPAN 'AAP'sa Wo sabse KhushNasib Hote he
Chupkese chand ki roshni apko chu jaye.. Dherese hawa kuch keh jaye.. Dilse jinhe chahte ho unhe manglo khudase.. Hum dua karenge Kubul ho jaye
Udas apko dekhne se pehle ye aankhe na rhe,khafa ho jab mujse to ye sanse na rhe,Agar gum hi du apko to apki zindgi me,hum kya hamari yaad bhi na rahe.